Lot size

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lot size
    Dear members hmen apny account balance ko dekhty huy yrade k liye lot size select krni chahye ta k hmary pass equity zyada zyada bchni chahye ta k hmara account wash na ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalamu Alaikum Rahmatullahi Wa barakatuhu pyare bhai jaan ap ne both achi bat ke Hy min apke bat se agree krta hu or min apke bat ko fellow b kron ga thanks u so much pyare bhai jaan
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: sofia001 پيغام ديکھيے
      Dear members hmen apny account balance ko dekhty huy yrade k liye lot size select krni chahye ta k hmary pass equity zyada zyada bchni chahye ta k hmara account wash na ho
      trading karte huye traders call lot size gana bahut Metro karta hoon Kyun Ke Aage traders Jyada Bada lot size Laga Denge Toh Yeh traders ke liye bahut jyada dangerous Hoga Kyunki Agar market unke against gayi toh unko bahut jald loss hoga
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • #4 Collapse

        Asalam u alikum
        bhai trade main aap koi bhi lot size laga sakty hai ager aap ko maloom
        hai k market kaisy move ker raahi hai ager ager aap bara lot lagaty hai
        tu bara loss aur ager faida ho tu bara faida mere khayal main aap jinti
        choti lot se kaam kerain gy acha hoga
        • #5 Collapse

          Friends lot size apny ballnce k hisaab sy hi lagaya jata hy q k ager aap lot size zyada lagaty hain to its means aap kam margin main zyada profit kamany ki koshish karty hain aor iss sy market ki thori se variation aap ka ballance zaya kar sakta hy
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: sofia001 پيغام ديکھيے
            Dear members hmen apny account balance ko dekhty huy yrade k liye lot size select krni chahye ta k hmary pass equity zyada zyada bchni chahye ta k hmara account wash na ho
            Lot size Boss Jyada Metro karta hai agar Hum trading karte huye Paagal at Lords size Laga Denge Toh Yeh Hamare liye bahut nuksaan deh hota hai aur Hume is a loss ho sakta hai isliye Chota lot size Lagaye
            • #7 Collapse

              Dear aap bukal thek kaha rahay hain aksar trader specialy new trader trade open karna k doran lot size apna account k matabic nahi nahi lagatay hain jis sa ager trade lose nahi ja hay tu un ka account wash ho jata hay lot size aap kohi be laga saktay ho lakan aap ka analysis otna strong ho itna knowledge ho k aap ki trade lose main nahi ja hay gi
              • #8 Collapse

                Darust kaha ha ap nay lekin malsa yeh ha k hum say sbar nai hota aur jb hum trade lgatay hain aur agr loss ho jaye to hum aur ziyada lot bri kr detay hain jis ki ja say ya to hmara loss recover ho jata ha ya phir account he wash ho jata ha so agr hum start main he lot ko maintain rakhtay huay choti lot lgaen gay to hmain parshani nai ho gi. So hamehsa apnay account k hisab say he lot lgani chaheay
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  g han bhai apki bat shai hai or main apki bat se agree hun forex trading main jub hum trading karty hain tu hmain lot ko apny capital k hisab se trading karni chhaye q k jub hum capital k hisab se zeyda lot lga dety hain tu hmain loss hony se hmara account wash ho jta hai es k bad hum apni trading ko jari nahi rakh skty hain

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X