Forex trading se ziada aspectations na rakhin
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading se ziada aspectations na rakhin
    ​Dosto forex trading se earning kerna koi asan kam ni ye jis tara nazar ata hy haqeqat main aisa ni, forex trading aik bahut highly risky buisness hy ap ko is reality ko manna ho ga ke forex se earning kerna bahut mushkil hy, jub koi new trader forex main ata hy to wo khush ziada hi aspect kerta hy lkn jub wo trade lagata hy to us ko reality ka pta chalta hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bhae jitni high expections hun gi hm utna e zyada earn kr sken gy so kbi ye ni sochna chahye k hmen forex se zyada expectation ni rkhni chahye.
    • #3 Collapse

      I agree with u bro bilkul aesa hi hai yar is per working krna bht difficult or hard work hai isk liye bht hi knowledge ki need hoti hai jitni knowledge lain gy utni hi km hai lakin bro agr ham apni mehnat sy kry gy hard work to mushkil nai lgy ga itna koi kam dunia main aesa nai jisy krna imposible ho hr work possible hai hr kam possible hai agr ap apni lagan sy kro gy to otherwise not
      • #4 Collapse

        g han bahi apki bat shai hai boht se log forex ko aik earning machine smjhty hain jub k aysa koi bhi scene nahi hai trading main tu bhatr yahi hai k es main ayse khyalt ko khtm karty howe trading karen q k jub hum ayse baten mind main rakhty hain tu hum aik professnla ki trah kbhi kam nahi kar ksty hain es liye mera khyal hai k es main jitni hmari mahnt ho gi otna he hmain bonus ya profit mily ga
        • #5 Collapse

          Yeh Baat bilkul galat hai ki Forex trading se bilkul bhi expectation Nahi rakhni Chahiye Kyunki Forex trading se aap lazmi expectation rakhen Kyunki agar aap se kuch bhi expect nahi karte toh hai aap ko bilkul bhi kuch bhi nahi Dega ISI liye kuch na kuch expect karna lazmi hai agar aap Chahte Hain Kiya aapko profit Bahut Yaad Aaye Toh aapko is pertaining ke liye both his other time Dena padega tabhi aapko profit Jayegi
           
          • #6 Collapse

            Forex ma woi banda earning kar sakta hy jis ny achi trah forex ko seekha hy...bara bary trader jo bank waghra ki traf sy trading karty hain wo kararo k hisab sy paisa kama rahy hain wo sab isi trading sy e kama rahy hain....par ma ye zarur kehna chahu ga k ap fully depend na karain trading par kew k business ma up and down lagi rehti hain
            • #7 Collapse

              Jiya aapne Yeh Baat bilkul sahi gayi hai ki Forex trading se aapko Jyada Expectations Nahi rakhni Chahiye qk Jis cheez Se Jyada expectation Dekhi Jati Hai Wo Hamesha Kamyab bilkul bhi nahi hoti ISI vajah se kam se kam expected RK aapko Jyada Jyada profit or loss kam se kam ho Kisi wajah se lo aaj se kam se kam expect karte hain aur Jyada profit
               
              • #8 Collapse

                Dear friends, bahut saray members yah samjhtay hain k forex ek money making machine hay aur woh esay join kar k bahut jald hi ameer ban jain gay...es leay woh zayada learning nai kartay aur trading start kar detay hain aur un ko loss aa jata hay...so friends jab ap forex ko join karain to loss and profit dono ko mind main rakhain.
                • #9 Collapse

                  Xiaomi Forex trading Se Zyada Expectations Nahi rakhni Chahiye Kyuki GST Se Zyada Expectations rakija hai woh cheez kabhi bhi aapko Itna Jyada fayda Nahi Deti isiliye Forex trading says that kam se kam expectation Rakhe aap Jyada Se Jyada profit kar Sako Apne kaam par Jyada Se Jyada Tum Jo Dekhe Aisi Nazar se aap
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Star401 پيغام ديکھيے
                    ​Dosto forex trading se earning kerna koi asan kam ni ye jis tara nazar ata hy haqeqat main aisa ni, forex trading aik bahut highly risky buisness hy ap ko is reality ko manna ho ga ke forex se earning kerna bahut mushkil hy, jub koi new trader forex main ata hy to wo khush ziada hi aspect kerta hy lkn jub wo trade lagata hy to us ko reality ka pta chalta hy
                    bhai mai aap ki baat hai agree nahi karta Kyun T Nagar have a proper planning or experience or knowledge Lekar trading karte hain toh Hame loss nahi hota Aur Hum Log Forex trading se bahut accha expect kar sakte hain
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • #11 Collapse

                      Ji ha mai aap ki baat se agree karta hoon aur aapne bilkul achi baat gayi hai ki Forex trading Se Kabhi me Expectations Nahi rakhni Chahiye Kyunki GST se aaj Itni Jyada expect karte hain woh aapko Itna Zyada last Deti Hai Aur Itna Jyada profit Bhi Nahi Deti ISI vajah se Forex trading Se Kitna kam expectation Rakhenge Itna Jyada fayda hoga
                      • #12 Collapse

                        G Brother ap sahe keh rahay ho forex ko jitna hum easy samjh rahy hain itna ha nai daikha jaye to forex trading aik mushkil online work ha jis main kafi mehnat krna parti ha bahut say log forex say raato raat ammer ban'nay ki expectations bandh letay hain jis ki vja say unko loss hota ha. Kbi kbaar profit bhi ho jata ha lekin forex trading babut ziyada mohtaat ho k krni chaheay aur kam say kam expectations rakhni chaheay.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Star401 پيغام ديکھيے
                          ​Dosto forex trading se earning kerna koi asan kam ni ye jis tara nazar ata hy haqeqat main aisa ni, forex trading aik bahut highly risky buisness hy ap ko is reality ko manna ho ga ke forex se earning kerna bahut mushkil hy, jub koi new trader forex main ata hy to wo khush ziada hi aspect kerta hy lkn jub wo trade lagata hy to us ko reality ka pta chalta hy
                          I thinks traders co forex market se Itni high Expectations Karni chahiye K traders jitni trading kar sakte hain ya trading karne ke liye kitne knowledge or experience gained karte hain Agar Hum acche traders hai aur achi knowledge or experience rakhte hain toh hum market Mein Mar nahi Kehte

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X