Forex main agar market retracement ka andaza lagana hai to

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main agar market retracement ka andaza lagana hai to
    Agar aap forex trading main market retracement ka anadaza lagana chatay hain to aap ko pata hona chiay kay aap jab bhi trading open karain gay.
    To aap ko apnay Annaylis karnay chiay. Or fibbbonaci retracement tool ko use karain.
    Major high lows or normal high lows per rakahin.
    Jo points co influence ka shikar hun wo aik achi support ya resistance hotay hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear aap ki baat bilkul theek hai bahut logon ko iss baat ka pata nahin hai kay market retractment kya hoti hai iss kay lye aap ne jo bataya hai woh bhi theek hai aur trading mein market kay analysis zaroor kya karain waise hi trade na lagaya karain
    • #3 Collapse

      Market ki rectractment ko samjhna bahut zaroori hota hai aur uss kay sath hi aap ko analysis ki bhi samajh honi chahyea agar aap inn dou baatoun co seekh jaty hain tou aap kay lye forex mein trading aasaan ho jati hai
      • #4 Collapse

        jee haan bhai sahe keh rahay hain ap hamain full analysis krny chahiyay analysis k bgair hmain trade nae lagani chahiyay aur agar ham ny koe trade laga de ha aur hmain us main loss ho rha ha tw loss main trade close na krain balky market retrace ka andaza lgain indicators sy aur market ko analyse kr k
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Ji haan Agar aapko Forex trading Mein Koi andar Na Lagana hota hai toh aapko news padna chahiye Kyunki Main usse kabhi kabhi thik news bhi hoti hai aur aap ko bahut jyada profit bhi hota hai lekin news Aksar galat bhi hoti hai isiliye aapko market Ke Maine

          اب آن لائن

          Working...
          X