Start with a little account????

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Start with a little account????
    Dear dosto main aapko batata chalon k aaj kal jo bhi barhay trader hain woh hamesha aghaz chotay account say kartay thay aur aaj woh croron ki dealing kar rahay hain aur woh aaj kamyab kis liye hain sirf or srf mehnat or lagan ki wajah say aur unhon nain kaafi time diya hai is buisness ko tbhi kamyab hain aap bhi beshak chotay account say start karain but countinue trading karain aur hardwork karain agar kamyab hona chahtay hain....
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi profit lane ha to per hum ko little account sa start karna hoge laken ager hum first time big account sa start karta ha to per hum ko loss be hoga or sath ma hum ko experience be nhi hoge ager hum small account sa start karta ha to per hum ko experience ka sath sath earning be hoge.........
    • #3 Collapse

      apki baat sahi hay agar hum forex trading main choty account kay sath kam karen gay to he hum forex trading main acha earn karna seekh sakty hay es business main theak say money management karty huway kam karnay main he faida hota hay tab he safe earning bhi kar sakty hay esmain mehnat karni chahiye
      • #4 Collapse

        G friends thk kah rahay hain ap, hamain forex ko small account say start karna chaheay...q k es main loss ka risk hota hay aur agar ham zayada amount say start karian gay to loss anay pa hamain mayosi hogi aur baray loss ko recover karna bi mushkel hota hay...but small account say loss bi small hota hay aur usay easily recover keya ja sakta hay.
        • #5 Collapse

          gee han dear jo bhi new trader atta hai wo apny saath dreams lay kar aata hai jabkey start main sabr sy and slowly trade karna acha rehta hai ais tarah small capital rakhna chahyee taky aap ko capital grow karna aa jaye ager aap ky pass experience nahin hai to phir aap bary capital ky saath bhi earning nahien kar sakty hain ais liye pehly seekhen
          • #6 Collapse

            Aapki baat bilkul sahi hay mery bahi hmaein lazmi ye kahyaal rakhna pary ga kay kabi bhee 1 dam say bary account par aany say ham kamyaab nahee ho sakty hain. Kamyaab hony kay liey choty choty magar saary aur complete steps ham ko lena chahey hain. Aur tab jaa kar ham kamyab ho sagty hain.
            • #7 Collapse

              Yes you are right bro q k start main humry pass knowledge to hota hy lakin experience ni hota aur ap ko pata hy knowledge k sath sath experience b hona both he zarori hy to ais waja sy phly choti amount sy krain os k bad jis trha ap ka experience zaida hota Kya ga ap apni amount ko increase krty jain
              • #8 Collapse

                apki bat shi he aksr bade acount wale bhee choti si lot se hi trade krte he aur agay chal kr wo trde ku smjh kr forex trding se badi earning krna shuro kr dete he jis ka unho ne khawab me bhee nhi socha huta
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: manobhai078 پيغام ديکھيے
                  Dear dosto main aapko batata chalon k aaj kal jo bhi barhay trader hain woh hamesha aghaz chotay account say kartay thay aur aaj woh croron ki dealing kar rahay hain aur woh aaj kamyab kis liye hain sirf or srf mehnat or lagan ki wajah say aur unhon nain kaafi time diya hai is buisness ko tbhi kamyab hain aap bhi beshak chotay account say start karain but countinue trading karain aur hardwork karain agar kamyab hona chahtay hain....
                  Traders ko Hamesha samaal account se trading start Karni chahiye aur jab traders ka experience Band Ho Jaaye toh unko chahiye ke apni investment Jyada Karne aur Jyada experience or knowledge ke sabse Jyada profit Banaye
                  • #10 Collapse

                    G dear mera bhi ye mshwara ha k jo new members hain or knowledgehail kr k jb bhi real account start krna ho to small invest se start krain is se ap ko koi tension nahi ho gi ap lot size bhi small rakhain phir trade krain to ase daily thora thora profit acha mily ga daily bases pe .ye ak advice ha new logo k liye k small invest se start krain .ak daily target set krain or usi ko follow krain.rulls ko bhi follow krna lazmi ha .
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      dear friends, forex ko start karnay k leay bari amount ki zarurat nai hoti...ham forex ko small amount say bi start kar saktay hain...ahm yah k ham us small account ko manage kar lain aur usay wash na honay dain....agar ham us small account say profit earn kar ketay hain to phr hamain zayada invest karni chaheay ta k zayada profit earn keya ja sakay.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X