After loss in trading???
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    After loss in trading???
    Dear dosto main aapko batata chalon k jub bhi trading karain to apnain mind ko donon condition k liye tiyar rakhain profit and loss profit pr itna khush nan hun k jaldi main ghalat trade laga bethain aur loss pr itna dukhi nan hun k dobara trading nan karen is liye yeah aik buisness hai isko as a buisness lain is main loss or profit donon ho skatay hain lehaza dil ko barha karain aur barhay dil say trading karain...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G bahi ap ki bat theahk hai profit or loss pr atna mat react katain kahs tor loss hona ka bad wait karan market s nikal jayain or phr wait katain ta ka ap ko dobara market ki samaj ah jaya tu ap tab trade open karain or apna loss recover karain loss hona ka bad pasion mai mat raha hain
    • #3 Collapse

      boaht acha sawal ha ager hum ko forex ma loss hote ha to per hum ko chahaye ka hum kuch din kaleya rest kara or per hum ko jab relax ho jaya to per hum ko ak new trade open karni chaheya per hum ko earning start karni chahaye per hum ko experience be hoga or sath ma hum ko achi profit hoge........
      • #4 Collapse

        agar humay forex trading main loss huwa hay to es waja say humay pareshani nahi gain karni chahiye kyun keh agar hum loss ki reasons ko kil kar kay trading karen gay to he hum market main theak say earning kar sakty hay es business main khoob focus karna chahiye kyun keh focus kar kay kam karnay main he faida hota hay
        • #5 Collapse

          G brother bilkul thk kaha hay ap nay, forex ek risky business hay aur es main loss and profit dono k chances hotay hain so hamian loss and profit dono k leay teyar hona chaheay...agar profit aa jay to hamain normal rehna chaheay aur jazbati nai hona chaheay aur loss anay pa bi hamain mayos nai hona chaheay....q k loss business k hesa hay.
          • #6 Collapse

            gee haan dear aap nay theek kaha hai trading main loss and profit dono ho sakth hain ye her bussiness ka hisa hia ais tarah forex main bhi ye ais bussiness ka part hai mary khayal main jab loss ho jaye to thoori dair ky liye trader ko market sy nikal jana chahyee and apni ghalti py soochna chahyee taky next time us ko na doohraee and phir fresh maind ky saath trade ko open karna chahyee ager losser mind ky saath aap dobara trade karien gy to aap ko nuksaan he hoo ga
            • #7 Collapse

              Dear friend ap nay bohot achi bat kahi hy k gab hamen loss ho to hamen gamgeen nahi hona chahye aur bones recover k chakar main sara boness khatam nahi karna chahye aur profet main atna khosh bhi na ho k trade pay trade kar k bones hi khatam kar lo
              • #8 Collapse

                dekhay forx me loss hune k baad ap ku trde krna nhi chorhna chhye kio ka ap is se boht earning bhee kr sktay h lakin is k lye ap ku forx m kaam krne k lye ap ku himmat rkhni hu gi aur himmat k sath kaam krna hu ga aur ap ek din zror kamyab hu gey
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: manobhai078 پيغام ديکھيے
                  Dear dosto main aapko batata chalon k jub bhi trading karain to apnain mind ko donon condition k liye tiyar rakhain profit and loss profit pr itna khush nan hun k jaldi main ghalat trade laga bethain aur loss pr itna dukhi nan hun k dobara trading nan karen is liye yeah aik buisness hai isko as a buisness lain is main loss or profit donon ho skatay hain lehaza dil ko barha karain aur barhay dil say trading karain...
                  Traders of trade karte huye loss Ho Jaye Toh unko Kabhi Bhi Saath nahi hona chahiye Kyunki loss trading ka hissa hai all profit and loss toh Chalta hi rehta hai
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    dear friends, forex ek aisa business hay jis main loss k chances bahut zayada hotay hain....aur es main loss aksar hamari mistakes ki waja say ata hay...so loss anay pa hamain mayos nai hona chaheay aur new planning k sath trading karni chaheay.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X