Currency pair mai 2 currencies hoti hain yani dono aik dosray kay against hotay hain jab kisi currency ko dosre k mukablay mai buy karta hai tou wo currency up ki taraf jate hai aor jab koi sell karte hai tou wo down ki taraf jate hai for example usd/jpy mai agar koi usd ko buy karte hai tou pair up ki taraf jaege aor agar es pair mai usd ko sell karte hai tou ye down ki taraf jaege so ye es kisam k logic par up aor down hote hai.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим