Which indicator is best for day trading? Your choice?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Which indicator is best for day trading? Your choice?
    Aoa. Dosto ap koi na koi indicator to zaroor use kar rahy hon gy aur har koi kise na kisi indicator par trust karta hai. Aap agar short term trading kay liey indicator use karna chahin to kon sa indicator aap ke nazar main sab sy best rahy ga. Day trading he mostly log karty hain. To day trading kay liey kon sa best indicator hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bhai jan indicators to sab he apni jaga best hen har banda ke apni pasand hoti hy ma to jo indicator istamal kar raha hun wo RSI he hy lakin mujy kabi b indicators k oper trust nai hota ma apny analysis karta hun technical and fundamental and phir us hisab sy trading karta hun
    • #3 Collapse

      bahi har koi apna hisab s indicator use karta hai mai RSI ko pasand karta hon or kiun ka RSI 30 or 70 ka darmiyan movement krta hai kiun ka agr 30 par is ka graph ho tu up trade lagti hai or agr 70 pr ho tu sell ki trade lagti hai agr center mai ho tu please koi trade mat lagain kiun ka is wakat market center mai hoti haksis wakat bi ksis taraf bi movement kar sakti hai is lia wait karian or pr os ka bad trade lagain
      • #4 Collapse

        dear indicator sirf hum ko indication dety hai hum ko jab bhi koi trade lagani ho to indicator k sath koi aor cheaz bhi use karni chaye ta k hum jo trade laga rahy hai aus k zayda chance take profit hit hony k ho ais liay hum ko price action ya harmonice pattrens par kaam aana chaye aus k baad hum ko ais mai rsi sath use karna chaye aus mai asani se trade ka tp hit ho jata hai.
        • #5 Collapse

          Nahi bat ya hai ka bohot s indicator hain ap jo marzi choice kr sakta hain laken os ka bara mai knowledge hona lazmi hai jis indicator ka bara mai ap ka full knowledge hai or control hai or os s fida mil raha hai tu os s accha indicator or koi nahi is lia indicator jo marzi chooe karan laken experience lazmi hona chaya
          • #6 Collapse

            Moving average 1 hour k time frame per sab se ziyada use hota hai day trading k liye ap is ki different strategies asani se search ker saktay hain phir isko demo per test ker le jese ik ki value 15 or ik ki 35 rakh len apko croas waves se asani se break ponts nazar aa jayen gay but first of all demo pe isko achi terha practice ker lain phirr he real trading me use kerrain.
            :1f607:جن کا بھروسہ اللہ پر ہو ہمیشہ کامیابی ان کی منزل ہوتی ہے۔:cool:
            • #7 Collapse

              Assam Alaikum bhai Mere Khayal Se aap koi bhi indicator use kare koi farak nahi padta Kyunki Sab indicators lagging indicator Hota Hai aur price leading indicator hey isliye indicator use kare lekin Ye Khayal Rakhi ki aap ka focus pricey Taraf hona chahiye Nak indicator Ki Tarah Kyunki indicator Dhoka De Jate Hain Lekin pricey final hoti hai Is liye Hamesha trading K doran price movement check kare
              • #8 Collapse

                mery dost maen to just CCI indicator he use ker rahi hoon last days main main nay us ki strategy bhe app logoun k sath share ki the bus usi pay work ker rahi hoo abhe to koi progress ache nahe ho hoi hai baki is ki divergence k oper trade kerti hoon our us say achay pips mil jaty hian
                • #9 Collapse

                  My dear Forex trader aapki post bahut acchi hai main is post ke Hawale Se Ye kahunga ke indicator ko use karne se better hai aap analyse Kare aaj kal market technical analysis se Hatke fundamental analysis pe movement Karti Hai Yeh integrators kuch kaam nahi karte Jab market movement Karti Hai Tu
                  ALWAYS BE HAPPY
                  • #10 Collapse

                    Agr daikha jaye to sb indicators apnay apnay hisab say aik market ka trend btatay hain lekin meray khayal main single indicator pay trust nai kea ja skta hamesha combination k sath indicator ka use he faida deta ha. Well me RSI aur MACD ko fil hal use kr raha hun lekin dosray indicators pay bhi sath sath work kr raha hun so fil hal mujhay RSI aur MACD he best lag rahay hain kyun k me short term trading krta hun aur wo kafi best hain ic hwalay say.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      forex trading main differnet kisam kay indicators use hoty hay agar hum en indicators ko use karty huway trading karen gay to hum market main bohat achi earnin kar sakty hay aur humay chahiye keh esmain theak say indicators ki setting karen tab acha result lay kar market main kamyab ho sakty hay

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X