For easy and satisfied trading select your target small

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    For easy and satisfied trading select your target small
    Members main ne aik baat note ki hai k agar ham trading men apne targets ko small rakhte hain aur apni tradesen small lots ko use krte hain to ham iss tarah se satisfied trading krte hain q k hamen ziada risk ka fear ni hota hai aur second ye k ham jo small targets choose krte hain wo jaldi achive bhi ho jate hain aur iska barra baida ye hai k jab ham monthly apne profit ko collect krte hain to hamare pass aik achi khasi amount bn jati hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Well bro aap ne baja farmaya hai hamen apne targets ko small hi rakhna chahiye q k small targets bahot jaldi se achive ho jate hai aur ye samll profit ko agar ikhata kia jay to ye bahot si amount bn jati hai isliye apne target ko kam hi rakha kren tak jaldi se achive ho saken jab tarfta chote honge tabhi hamen inka faida hoga warna hamen in se koi faida ni ho sakta hai isliye apne target ko kam rakhen ta k hamen loss ka bhi ziada risk na lena parre
    • #3 Collapse

      yes main apki baaat say agreee karti ho agar hum apna terget small rak lete hain tu hum small lot k sath acha earn b kar skte hain or apna daily ka terget aram say pora kar skte hain dosri baat ye k hum apna account b safe rak skte hain bhot say asy log hain k vo weekly he cashout karte hain and bhot say asy log hain k vo daily he cashout kar lete hain wesy main daily he cashout karti ho jo k mere liye bhot he best hain
      • #4 Collapse

        Dear friends app sub ny billkull theek kaha main app sy agree kerta hon bhai jaan forex trading main successful trader binany k liay zarori hy app apna aik target set kery target short hona chaheay takeh app ko profit jalde ho thora thora profit behter hy bery loss sy bhai jaan app aik strategy bina k trading kery.
        • #5 Collapse

          Bhai Jan byot zabardst bat ki hame ziada ke chair men nai parna chair aor chota chota profit ikhata Kar ke hasil karna chair na ke ham lalach men a Kar Jo profit a RHA hota Hy wo bgi hath see Chala is bat ka khas khyal rkhna chair
          • #6 Collapse

            g dear men ap ki bat sey agree kerta hn kih traders hazrat ko starts men aisa hi kerna chachye kih wo small targets hi karen ku kih aik to traders hazrat in chotey targets ko jaldi hasil ker letey hen or is men aik to loss ata nh ku kih is men targets hi small hota hey is lye cover ho jata hy is sey ye aik months ki achi amounts bn jati hy........
            • #7 Collapse

              Dear ap ki bat bilkul theek hai hm jitni zayada treading mai small lot size rakhy gy itna ap ko faida hai kun k hmari lot size jitna kam ho ga itna zayda hmara account washed hone ka chance b kam rahy ga or ap aram sy treading b kar saky gy es liye aisi choti choti bato sy tread ko asan bnana chaye.
              • #8 Collapse

                Good info bro jab ham apny targets ko small rakhain gay to unko achieve karna easy hoga aur daily bases kam km he sae but profitable earning se ham satisfied hongy lekin agr ham apny targets big rakh laingy to unko achieve karna mushkil hoga is chakr main loss ka bhi kafi hadsha hai is liye less earning loss se better hai
                • #9 Collapse

                  hum jab bhe small profit target rakh k trade karen gay to dosto humean aik to humera target jald mil jaey ga oru dosara app k andar confidence aey ga ap ko trade main kamyaabi milay ge jab bhe app greed k sath trade karean gay to app ko us main loss kafi ho ga our app loss ki waja say depression main aa k our trade krean gay our at the end account wash ho jeay ga
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    forex trading aik risky business hai jis main hmain apn target ko choty level main rakhty howe trading karni chhyae q k jub hum target pahly se he bary set kar dety hain tu hmain os main koi faida nahi milta hai or hmain loss k bad forex ko chorna bhatren hal lgta hai es liye choty level se trading start karen os k bad bary level tak aen

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X