Trend change ko kese analyse Kia jay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trend change ko kese analyse Kia jay
    Friends bahot se new logon ko trend k change hone ka pta ni chalta hai hamen trading men trend ko analyse krna sab se ahm baat hoti hai forexen jab aik trend acha khasa move kr jay aur wo over sold ya over buy ho jay to uss waqt trend change hone lagta hai but trend change ki confirmation iss tarah se hai k jab tak daily chart men 3 candles uss trend k motabiq na ban jaen aur old levels ko na tor den uss waqt tak ham trend ko change ya reversal ni keh sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Nice dear aapki baat darust hai main aap se fully agreed hoon hamen trend ka change hona analysis krna hamare liye bahot important hai isliye hamen jab tak trend ki changing ki confirmation na ho hamen uss waqt tak wait krna hi hamare liye better hota hai ta k h wrong decision se bach saken aur apni trades ko behtar tor pe run kr saken
    • #3 Collapse

      maskeen Bhai ap ki bat kise had ak thek bi ho sakti hy ky per trend ko hamesha bary time frame mai daikhna parta hy matb ap weekly time frame mai chek kary or waha py support or ressitense laga tu ap ko kafi had tak trend ki samajh a jay gi ky yi kaah ja raha hy or next week mai kis tarf ja sakta hy..
      • #4 Collapse

        Trand ko change hone see pehle apko chaie ke AP apne apne chart pe kuch trans linde khenchen point to point to apko sahi aor wazwh taor pe pata chal Jaye ga ke AP ka trans kia janib ka hy
        • #5 Collapse

          Trend change ka knowledge hona bohat zaroori hota ha har trader ko aksar logon k samajh he ani hoti ha k kahan pe market over bought ha aur kaha pe over sell ha aur kahan pe trade entery risky ho sakti ha aur ye maloom he nai hota k strong trend kahan se change hoga tou mai bata du k up trend mei agar top pe shooting star banay uskay bad b market mazeed 1 candle sell bana jay wahan se pakki market down ati ha trend change hojata ha aur agar down side pe rehtay market mei buy hammer ajay uskay bad next aik best candle buy ki open ho market buy hojati ha
          • #6 Collapse

            Dear frend aj kal tteand ko chek karna koi masla he nai hai candle ki madad sy hm asani sy es bat ka pata cala sakty hi k hmara trend kis tarf ja raha hai or phr os treand ko sMjhty hove hm asani sy apni behtar lot lga sakty hai.
            • #7 Collapse

              trend change ka bohat sey logon ko maloom he nahe hota ha trend change ki prediction bohat si cheezon se hoti hain bohat se log trend chnager indicators b use kertay hain bohat sey log apnay apnay analysis se trend change ka pata lagaty hain may samjhta hun pehlay ap candles ko dekho jab wahan trend changer candle ajay aur uskay bad confirmation b hojay ap ko jab candles pe mazeed ap support and resistance se trend change ko check ker saktay hain
              :p Yes You Can Do :p
              Honesty + Sincerity = Prosperity
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Maskeen Ullah Khan پيغام ديکھيے
                Friends bahot se new logon ko trend k change hone ka pta ni chalta hai hamen trading men trend ko analyse krna sab se ahm baat hoti hai forexen jab aik trend acha khasa move kr jay aur wo over sold ya over buy ho jay to uss waqt trend change hone lagta hai but trend change ki confirmation iss tarah se hai k jab tak daily chart men 3 candles uss trend k motabiq na ban jaen aur old levels ko na tor den uss waqt tak ham trend ko change ya reversal ni keh sakte hain
                Ji Bhai aapne take kha trading karte huye market Kate and Co analyse karna sabse kam hota hai aur Agar traders acche analysis Karle tu bahut aaram se profit bana sakte hain
                • #9 Collapse

                  g han bhai apki bat sahi hai ap ny achi information hmary sath share ki hai jub k market main trend show hoty rhaty hain ahmain chart main chek karna hota hai k jub aik sath 3 candles bnati hain tu hmain os main es bat ko ind main rakhna hota hai k jub pechla trend break out ho ya hai k nahi jub break out hota hai tu hmain pta chlta hai k change ho gya hai trend
                  • #10 Collapse

                    Waise toh Forex trading Mein trend change Hota he rehta hai lekin agar aap chahte hain kya aap friend Ka Pata Laga Le Toh aapko bahut jyada news patani padti Hai Kyun Ke Jab aap bahut jyada news padhte Hai Tabhi aap ek acche traded Ban Pate Hain Magar news ke aap kabhi bhi Ek acche trader nahi ban Sakte
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Trend change market us time krti hai jab wo over buy ya over sold ho jae ye ab trader ko analyse karna hota hai k market ki position kia hai market kis level py hai or kdr tak to jae gi over hony par aik level aisa ata hai jidr market apna trend change krny lgti hai udr candles main duji buy hammer pin bar aur shooting star wgera ko dekh kr smjha ja skta hai...

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X