95% traders go broke, only 5% survive

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    my dear brother har bandy ke apni thinkning aur assessment hoti h. itna bara difference to khair nahi h. boht ziada members hain is forum pay, agar ye wali ratio hoti jo ap bta rahy hn to fir to sab chor jaty, actualy ye bat ni h, logon ko pehly knowledge he ni tha, ab jesy jesy logon ko friends k zarye ya social media k zarye pta chalta ja raha h ya log khud sy awareness hasil kar rhy hain is traf rujhan boht barhta ja raha h aur log study kar rhay hain to forex trading mn loss k chances bhi kam hoty ja rhy hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      95% traders go broke, only 5% survive
      Assalamu Alaikum friend Manjula senior member se puchna Chahta Hoon 95% Rock only 5% serviceplease go senior member Mujhe Uske baare mein batata hai
      • #33 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: abdulaziz
        is forex main learn kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur markt main forex main plane kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur market main emotion ko kabo main rakh k hi hum run karein gay aur market main greed ko avoid kar k hi trde karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur markt main proft hasil kar k hi earn karein gay it is best job
        ge bhai aise bat nhe he forex trading mein boht acha profit hota he aur hmein apne trading mein experience se kam krna he aur hmein apne trading mein market ko sahih knowledge aur experience hona lazme he aur hm apne trading mein ihtiat se kam krein aur apne trading mein greed se avoid krien phr hm ko apne trading acha profit dete he
        • #34 Collapse

          Minimum 25% Log Yaha par corporate housing karte hain aur 75% Log Yahan Se Los nikalte hain woh Mukammal total market ke liye working nahi kar sakte hona hai isme long time tak Ja sakte hain Idea be nikalna Mushkil ho jata hai
          • #35 Collapse

            Axha to iss ka mtlb hain k jo log New hen unki hosla afzaye krnni k bjae unhy profit loss k masware r jo blanc hai wo bhi loss hnni ki baten bta ren han k ksse k pss dubra itnna blnc ni hota k again join kr saken q g jo profit mily ga wo sare ka sara to hum khd py ni lgatey jo km shuru kiya hai usspy b lgatey hen
            • #36 Collapse

              hmm ziada tar traders loss se ghabra kar trade chor dete hain ye galat hai trading ko seekhna chaye aor phir trade karna chaye apni mistakes ko samajhna chaye aor un ko repeat nahee karna chaye lekin business ko windup nahee karna chaye
              • #37 Collapse

                dear esi bat nahi hay forex business me only 5 % traders hi survive nahi karty esy bahot se successful traders hey jo har month acha profit forex business se earn karty hey.
                • #38 Collapse

                  Well dear survive in this business was the primary aim of everyone but mostly trader can't survive because of losses and this is the most harsh thing for him but if a trader perform some patience in there trades if they always trying to be cool in trading or if a trader wait for right time to take their tades so I believe they will must survive for long time because the problem is that we people are very aggressive in trading and that was the real mistake of us .
                  • #39 Collapse

                    Phly to bhot kam log hi is bisness my kamyab thy pr ab ahosta ahista is my kamyab hoty ja rhy hy kio k log ab mhnat kr rhy hy our un ko pata hy k is my mhnat sy hi sab kuch milta hy mhnat k buma is my kuch nai mikta hy hamy our ya bat ab sab ko smjh ah gai hy
                    First LEARN Then You Can Remove The "L"
                    • #40 Collapse

                      Nai bhai itna bhi log loss naikr rhy hy ab bhot log kamyab ho gye hy kuch lerning ki waja sy our kuch achy trader dost ho to who un ki help kr dyty hy signal wagera dyry rehty hy to who ab bhot log kamyab hy is liya ham ko bhot faida hy ab phly sy
                      • #41 Collapse

                        Mera khayal hai ke ab ye figures drust nahi rahe kiunke jesay jesay technology taraqi kar rahi hai aur information basani mil rahi hain, waisay hi newbies ki achi training bhi asan ho rahi hai aur ab ziada log profit kama rahe hain is field main. agar ham kehain ke siraf 5 fesad hi kamyab hotay hain tu ye drust nahi hai aur yeh bat newbies ke lie bhi discouraging hai.
                        • #42 Collapse

                          han g bohot achi bat ki apny forex main bohot he km log kamyab hoty hen jo log nakaam hoty hen unky nakam hony ki waja unki lalach he jis ki waja sy wo apna sb kuch kho dyty hn or jo log kamyab hoty hen wo proper planing sy chalty hen or lalach bilkul bhi nhi karty.
                          • #43 Collapse

                            trader ko trading main fail nhi hona chye trader ko market main knowledge ho trader long term aor short term ky trend ko smjha karay trader market ko study karay trader market main experience say trading karay aor trading main success hoty hay aor trader losing nhy karta hai
                            • #44 Collapse

                              Jab aap wrong trade lagayenge to us par loss Hoga Jab loss hota hai toh broker ke paas jata hai agar aap Sahi trade Lagate Hain Ishwar aapko profit Milta Hai aura profit of Hasi kar sakte hai isliye Sahi time par Apne order ko open kare aur Sahi decision Lekar for Std Mein kaam kare Star Plus nahi karenge aur na hai aapka for bonus broker ko Jayega accha kaam karta hai aur profit Karte Rahe
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Forex trading join karnay waly ziada tar traders Forex trading mai nakam he ho jatay hain . iss ke main reason yeh hai ke ziada tar new traders ke pas investment bohot he kam hoti hai aur dosri baat yeh ha ke ziada tar traders learning kay baghir he forex traiding start kar daite hain .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X