Forex main sabar say kaam lena jald bazi kernay say boht behtar hai...
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main sabar say kaam lena jald bazi kernay say boht behtar hai...
    Dear members forex main humesha sabar say kaam lena chahy dosto mian apna personal experience share ker raha hoon jis maen us month main nay patients k ssath trading ker k boht khuch learn kia hai us month main nay entry point ka confirmation signal ka wait kia to mujhey us say kafi acha profit hoa hai sirf Gold our oil main trading ki hai jes say mujhey achy results milay haen us say phelay main bonus k atay hain trading live account main shuro ker dita tha jes say mujhey kafi loss hoa but this abhe tk Alhumdollelah kafi withdraw bhe lay chuka hoon our bonus bhe safe hai our mera target ye tha k earning khuch na ho but mera bonus safe rahy to app bhe our app ka target ye ho k trade enter kerty waqt app ye diekhan k loss kitna ho raha hai pher market main enter hoon profit ka jo souchata hai loss kerta hai share your opinion
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Gee haan bhai aise tou nahin kaha jata kay sabar ka phal metha hota hai forex mein sabar ki bahut zayada zaroorat hoti hai yahan aik aik qadam sambhal sambhal kay uthana parta hai jald bazz log yahan sirf loss hi kartay hain
    • #3 Collapse

      Jald bazi sy trade open kerny per hamesha ghalt trade open ho jati hai aur same trade ko agar urgent basis per close ker bhi dia jaey tou spread wala loss bhi itna ho chuka hota hai ky agar trade ko continue rakha jaey tou bahot jald account wash bhi ho sakta hai so jab bhi kisi pair main trade open kerna chahain tou pehly technical aur fundamental analysis ky sath sath self analysis bhi ker lain
      • #4 Collapse

        Yes of course Forex trading nessebar karna jaldbazi karne se bekar Hai Hame chahiye ki watch kare Apne anal sex ke upar Hame trading Karni chahiye aur chahiye kya humse bhi baat karenge wait Karenge aur support and resistance trading Karenge toh Hame Apne instaforex bonus account for huge losses Ka Saamna nahi karna padega Hame chahiye Ke Hum Punjabi analysis Kare Apne instaforex monas account Hamesha stop loss of profit limit Lagana chahiye Sharekhan stop loss and take profit limit lagayenge Tu Hamar account kabhi bhi baat nahi hoga
        • #5 Collapse

          Dear sirf forex hi nahin aap kisi bhi field ko lae lain jis mein aap jald bazi karain gay tou aap ko nuqsaan ho ga sabar aur shukar dou aise baatain hain jin per amal karnay se aap ki kamyabi hi kamyabi hai
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Pakpips پيغام ديکھيے
            Dear members forex main humesha sabar say kaam lena chahy dosto mian apna personal experience share ker raha hoon jis maen us month main nay patients k ssath trading ker k boht khuch learn kia hai us month main nay entry point ka confirmation signal ka wait kia to mujhey us say kafi acha profit hoa hai sirf Gold our oil main trading ki hai jes say mujhey achy results milay haen us say phelay main bonus k atay hain trading live account main shuro ker dita tha jes say mujhey kafi loss hoa but this abhe tk Alhumdollelah kafi withdraw bhe lay chuka hoon our bonus bhe safe hai our mera target ye tha k earning khuch na ho but mera bonus safe rahy to app bhe our app ka target ye ho k trade enter kerty waqt app ye diekhan k loss kitna ho raha hai pher market main enter hoon profit ka jo souchata hai loss kerta hai share your opinion
            Sabar na hona aap ka sb sy bari wajha hoti hai loss kee. Agar hamary andar sabar aa jaay aur ham bardasht karna seekh lain to hmain uska bht zaida faida hota hai. Aap ny khud bhee note kiya hoga kay jab hmaari trade loss main hoti hai to ham bht zaida wait karty rehty hain. Lekin jun he hamari trade thory sy profit main bhe aati hai to ham us ko close kar dety hain. Agar ham profit main aany k baad bhe utna he wait karin to hmain bht zayda faida ho ga es sy.
            • #7 Collapse

              G haan bro forex trading main patience bohat important hai aksar trader ziada tar jald bazi main hi loss kartay hain lekin agar thora wait kar kay sabar say kaam lain tu wohi trade sksar profit profit main aa jati hai iss liye patience is a key point for success..
              • #8 Collapse

                new trader ko forex main sikhnay ki bad sirf loss ko kam karna sikhna chain profit ki tarf nai daikhna chain profit jitna b hota hai ho bes account loss or wash na ho hum ko sirf loss ko 20% se b boht kam karnay ki koshash karny chain jab hum ne aisa kar lia phir profit hi zaida karte jao
                • #9 Collapse

                  Salaamu alaikum my dear trader aapne bahut accha Sawal Kiya Hai post aapki bahut acchi hai Main Ishq ke Hawale Se kahunga Ke agar aap jaldbazi karte hain post main aapko loss he hota hai agar are waiting karte hain Ek timing Ka Intezaar Karte Hain toh aapko loss nahi hoga aapko Bal ke profit hoga jaldbazi bilkul nahi karni skon se kaam karna hai
                  ALWAYS BE HAPPY
                  • #10 Collapse

                    jo log trading mein jald bazi se kaam lety hain wo nuksaan kar bethty hain jesy agar unho ne koi trade lagai hai to ye socha kay is mein mujhy profit ho ga to jaldi jaldi sochy samjhy baghair trade close kar dety hain or pher baad mein un ko loss ho jata hai ye un ka nuksaan hua or jo log sabr se kam lety hain wo faida mein reh jaty hain jesy agar unho ne trade lagai hai or us ko socha samjha hai tab agay kadam barhaya hai jald bazi nahi ki tab un ko profit ho sakta hai jo un kay liay faida hai
                    • #11 Collapse

                      Dear friend forex trading main sabar k sath kam lena chahye hum go bhi trade karen soch samagh k news aur market ko dekh kar karna chahye agar ap go bhi trade gald bazi main lagain gay as main loss hi hoga
                      • #12 Collapse

                        slaam to all forum members... great experience,,,, mery khyal mein hmain bonus milny ka b sabr krna chahiye ek hi month k bonus pr trade start nahi krni chahiye bal k kuch months ka bonus ikatha kr k phir trading krni chahiye taa k hmaara balance kafi ho or hm ba asani trades lga sken margin level ki fikr na ho or sabr jeasy b kren phal mitha hi milta hai
                        • #13 Collapse

                          Jnb ap nay bahut ptay wali bat ki ha yeh maximum logo k sath hota k jb market main aisi situation ati ha k mind kehta ha trade lga do ya phir aik trade lgai hoti ha aur wo loss main chal rahi hoti ha to khayal ata ha mind main k idhar he close na kr dun kahe ziyada loss na ho jaye to aisi surat e hal agr a jaye to sbr say kaam lena chaeay kuch time guzarta ha to market ki movement hoti ha aur trades profit main bhi a jati hain lekin hum main say aksar log jald bazi kr jatay hain aisay halaat main sbr say kaam kr lena chaeay.
                          • #14 Collapse

                            Dear gtend forex mai sabr bhot zaruri ai kun k jab hm koi b tread open karty hai to wo pehly lazmi loss mai jati hai es liye hmy ye soch kar tread closs nai karni chaye k ye tread ab loss mai chaki gai hai to esy ab band kar diya jaye bilkul hm wait karna chaye or market ko watch karna chaye or sabr k sath apni tread ko pora karna chaye.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              GBhai bro jb bnda sabar sy kaam krta h to iss k sath sath wo mind ka b thk trh sy use krta h...jb k jaldi m koi b kam kia jay us my losses k buht zyada chances hoty hn...so ap ko sabar ka daman kabhi b nh chorna chaue...

                              اب آن لائن

                              avatar Ayn
                              Working...
                              X