don't get wrong decision in forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    don't get wrong decision in forex
    dear friends forex me choti c ghalti bhi ap ko loss karwa sakti hai jab ap trading karny se pahly market ko analyse karty ho or lot size wagira set karty ho ya phir news dekhty ho to koi kese b chez me agr ap ko thora sa b doubt ho to ap tab tak trade open na karain jab tak ap ka doubt door nhi ho jata
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Jab AP koi decision let ho to us time AP ne knowledge aor experience ke behalf pe lw the hoty ho islie jab bhi koi decided Len to fresh minde ke sath aor soch samj ke q ke apki choti see ghalti apka bhot Sara muksan Kar sakti Hy islie jab ayen fresh minde ke sath trade men entry Len aor munsib profit le ke exit ho jayen
    • #3 Collapse

      Yes of course Forex trading wrong decision nahi Lena chahiye Hame chahiye kya Hum Jab Bhi Apne instaforex bonus account ke upay trading Kare Toh Hame small volume of a lot size money management Cafe trading chahiye aur Haan Main Aisa kabhi bhi nahi karna chahiye ki Jab Hum trade Kare Apne instaforex bonus account ke upar to patients camera Karenge Hum aggressive Apne instaforex morning bonus account ke upar trading kare
      • #4 Collapse

        wrong decision
        yes dear humainy forex me bilkul b wrong decision nehi lena chahiey aik choti c mistake hamaray emotions patience ko kharab kar sakti ha balkay humainy bohat zada loss b ho sakta ha wrong decision se buchmay kay liey ap ko chahiey market ko deeply analysis karay or multiple time frame ko check or jub confirmation milay tub hi entry laini chahiey ap ko
        analysis me confusion b wrong decision ki waja banti ha
        dear ap ko chahiey jub hum analysis karay to os me koi confusion na ho is se ap kay wrong signal liey janay ya mistake honay kay chances kam ho jatay hain
        • #5 Collapse

          G forex trading business mein jab bhi loss hota hy tu kise mistake se hi hota hy aur trading mein aik choti mistake bhi ap ka account wash kar sakti hy is liye trade open kartay waqt aur market mein analysis karain aur kise kisam ki koi choti galti bhi nhi karni cahaiye kiok aik choti galti ki waja se bhi account wash ho sakta hy
          • #6 Collapse

            Forex trading main galat decision nahi leni chahiye Kyunki Aap Ke Liye yeah decision suicide bhi ho sakta hai aur Aapke account ko wash kar sakta hai Is liye Soch Samajh Ke trade Lagana chahiye
            • #7 Collapse

              Bhai ap ney beri informative post ki hey main ne forex main dekha hey akser trader jaldi main analysis kerty hoey kuch na kuch miss ker jaty hain jiski wajha se loss uthana perta hey is leay main apki baat se agree kerta hon trade lagany se phley apni tasali ker leni chaey phir trade kerni chaey.
              • #8 Collapse

                g han bahi jan ye to ik onlin business hy jis my ap jitni mahnet kroo gy asp ko utna he is mt profit ho ga.or is may sub sy zururoi bat is my humary decisions ki hoti hy k agr humy is my loss ho jy to humy is my next step kia hona chhaye.bohet sy log ismy loss ki wajha sy is ko left kr daty hn.lkn humy ismy asa bilkul b nahe krna chahye.blky is my hosly sy kam lyn a chaye.
                • #9 Collapse

                  bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum kabi be wrong decision na la ager hum forex ma wrong decision lata ha to per hamara account wash ho sakta ha es leya hum ko chaheya ka hum jab be koye decision lata ha to first kisi experience shuda admee sa la to per hamara leya best rahaa ga......
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: don't get wrong decision in forex

                    agar hum sahi trade lgana chahty hay to humay chahiye keh market main sahi time par trade kay liye bhi enter hon kyun keh sahi time par trade kay liye market main enter honay say he achi earning kar sakty hay aur humay chahiye keh market ka wait karty rahy kyun keh wait karnay say he market main acha earn kar sakty

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X