Over trading new aur experienced trades ke aik Bari Mistake

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Over trading new aur experienced trades ke aik Bari Mistake
    Ziada tar traders kay sath yeh masla hota hai ke woh forex market mai prices ke taiz movement daikh kar aur profit ke possibility daikh kar bohot he ziada excited ho jate hain aur iss ke waja say woh har time forex makr4 mai in rehna chahty hain , iss liye woh loss honay ke bawojood bar bar trading position s open karty hain aur bar bar loss ka samna karty hain.

    Traders ko iss habit ko zaroor control karna chaiye . app ka kiya khayal hai????
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    yes dear ye to ap ne bahot hi achi baat ki hai jab ais market mai banda koi trade karta hai to aus ko samjh ni aa rahe hoti k aus ne jo trades lagaai hoi hai wo kis taraf ja rahe hai aor wo ais time jo extra trades laga raha hai wo safe hai ya nai aisy hi karty karty banda over trading kar jata hai aor account phans jata hai aus k baad account wash hi ho jata hai.
    • #3 Collapse

      AoA dear Pak forex forum member AP ki bat thek Hy new trader see aise mistake hoti hen hamen chair ke chahe ham new hon ya old over trading bhot ziada khatarnak hoti Hy is see ache ache logo ke ACCOUNT wash ho jata hy
      • #4 Collapse

        Gee haan bhai over trading forex news mein sub se bari bemari hai aur yeh aap ko jab tak lagi rahay gi aap uss waqt tak forex se kuch gain nahin kar saktay kyun kay iss se aap apna account wash hi karatay rahain gay
        • #5 Collapse

          Bhai apny sahi kha k kuch log jo kam experience waly hoty hyn wo market ki movemnet dekh k excited ho jaty hyn or wo sochty hyn k ye unko profit milny wala hy lkn esa ni hota hmesha apni excitement ko qabo me rkhain or chart analysis kren or relax ho k phr trade lgain tab apko profit ay ga
          • #6 Collapse

            Bhai over trading kay bahut zayada nuqsaanat hain forex mein aur agar aap over trading karty hain tou phir aap iss ko control nahin kar saktay kyun kay kisi bhi waqt market mein tezi aati haii tou woh aap ka account wash kar deti hai
            • #7 Collapse

              blkul theek bt hy waqi kai aaaisahihota reta hy ky hm bar bar I hi mistake ko karty rehty hy or her bar h loss I karty reht hy pata ahikiyo mai sajhta hun iskiari waja hamra forex ko na jannbi ho sakta hy orik wajalaach b ho sakti hy shid ta hm log loss hi kar rehy hy ager hm in ada py qao ly tu hm lossy bach sakty hy,
              • #8 Collapse

                apki bat theke hy hamen maket trend ko analyise k sath satg apni trading k result ka bhi jaeza lena chahye loss ho jany ki waja talash karni chahye.ake jesi galti dobara nhe karni chahye.apni trading ka style change karna chahye.
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: b2b پيغام ديکھيے
                  Ziada tar traders kay sath yeh masla hota hai ke woh forex market mai prices ke taiz movement daikh kar aur profit ke possibility daikh kar bohot he ziada excited ho jate hain aur iss ke waja say woh har time forex makr4 mai in rehna chahty hain , iss liye woh loss honay ke bawojood bar bar trading position s open karty hain aur bar bar loss ka samna karty hain.

                  Traders ko iss habit ko zaroor control karna chaiye . app ka kiya khayal hai????
                  Traders overriding Karnataka dance ke liye bahut jyada loss wala hota hai Kyunki Agar Hum Jyada trades open Karenge toh Hamesha domain at Karni Hogi aur Agar Hum proper planning Ke Bina trade open Karenge toh Hame loss hi hoga
                  • #10 Collapse

                    dear brother over trading bhot he zyada nuqsan dy hy.isliye hmen chye trading soch smjh ker kren.ye aik qism ki ye lalch hy isliye hmen is sy bachna chaye.jahan tak ho saky hmen soch samjh ker trading kerni chaye.isliye hmen patience kerna chaye.
                    • #11 Collapse

                      market main kam karny kay liye acha expericne ho ga to hi kam kar skaty hain humain hard work kar kay achy say kam karna ho ga is main over trading karna har aik trader ki mistake hoti hay kun kay market main huma tab achi earning hasil hoti hay jab is main active ho kar kam karty hain demo ko use karty hain to learning hogi
                      ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        salaam alaikum my dear Forex trader sabse Jyada Forex may experience Chahiye Hota Hai Aur experience AC trading main aap Kamyab ho sakte hain aur jo risky trading hoti hai wo Hoti Hai news Mein Hum Koi Na Koi mistake Agarkar Jaate Hain toh wo Hame lost ka Samna karna padta hai toh Humko chahiye ke Los se bachne ke liye newsman trading nahi Kare to achha hai
                        ALWAYS BE HAPPY

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X