Kisi kay signals ko follow karna
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kisi kay signals ko follow karna
    Dear friends kya aap kisi aur kay signals ko follow kartay ho agar aap kartay ho tou kya uss se aap ko profit hota hai ya loss please comments thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G bohat sary signals follow karney ko miltey hen lekin ofsos k koi bhi signal useful sabit nhi huwa. aur phir main ney unhen follow karna chort dia. Forex main khud sy hardworking karni chahey aur esey khud learn karna chahey phir hi thek hy auer es traha ham es main profit earn kar saktey hen.
    • #3 Collapse

      yes Tahira Main Agar kisi ke signal isko follow karna hai hame chahiye kis signal ko follow karne se pehle usko CarTrade open karne se pahle basic technical analysisAgar basic technical analysis main Kisi Kishan Ka Asar kar raha ho.
      US currency pair ke upar Hame Apne instaforex bonus accounts a risk nahi Lena chahiye kya kehlata Hum Likhenge Lenge Panasonic HR Sehwag
      • #4 Collapse

        Jahan tk Mera opinion ha to kisi k signals ko follow krny see behtr ha k ham apna loss he KR den keun k jb kisi k signals ko ham follow kren ge aur hmen loss hoga to hmen bht afsos hoga.jb ham apni stretgy ko follow KR k trading kren ge to agr hmen loss bhi hojata ha to ye hmary liye useful hoga.keun k ye hmara experience increase kry ga.so always follow your own stretgy.
        • #5 Collapse

          Jb b Ap ne trade open karni hoti a to Ap ko Koi na Koi help required hoti to us help Ke ik shakl ye b a k Ap kisi achy trader ko follow kar k ya khee se b signal ko follow kr k kary lekan sirf ik site k signal pr brosa na kary km se km 2 se 4 signal check kary aur phir us k bad Apna experience ko ignor mat kary q k Ap ne jo already us pair pr kam Kia a Ap se behter Koi ni janta
          • #6 Collapse

            trading mein profit hasil karny kay liay boht sy log signals bhi follow karty hain har insaan aik kamyab tradre bnna chahta hai jis mein us ko ziada sa profit mily or wo tab milta hai jb is mein mehnat hoti hai agar aap ka dil manta hai signals leny kay liay to aap aesa bhi kar sakty hain kabhi kbar to signals se bhi profit ho jata hai lekin har baar sirf signals pe hi dependent nahi hona chahiay aap ko khud se bhi trade laga sekhna ho ga tabhi aap ko is mein achi practice mily gi
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Dear kisi trade ko follow karna ya kisi kay indicators ko follow zaroor karna chahyea lakin unn per aankhain band kar kay eitamad na karain balkay unn signals ko apnay analysis mein shamil karain

              اب آن لائن

              Working...
              X