Fundamental analysis zarori hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fundamental analysis zarori hai
    dear agar ap ais market mai technical analysis karty hai to aus k sath ap ko ais mai fundamental par bhi thora dehan dena chaye ais se ye hai k ap ko ais mai market k halat ka pata lag jaye kun k jab bhi koi bari news aati hai to aus time market technical ko follow ni karti hai aor aus time market ais mai sirf fundamental ko follow karti hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G bahi technicals jab koi news aati hay aur us ka asar khatam ho jaata hai to us kay baad technicals ka kaam suru hota hai. Lekin main jo trend set hota hai aur trend ka tootna hota hay wo sirf aur sirf news sy he hota hay. Aur main to yehi kahun ga k agar sirf fundamentals ko he follow kiya jaay to aapko bht zayda faida hoga. Kun k fundamental ke trading zayda achi hoti ha.
    • #3 Collapse

      Bhai aap ki baat bhi bilkul theek hai lakin agar aap apni trade kay lye technical analysis nahin kartay tou koi baat nahin lakin her trade kay lye fundamental analysis karna tou bahut zaroori hain iss kay beghair aap ki trade risk per ho gi
      • #4 Collapse

        Gee haan bhai aap ki baat bilkul theek hai fundemental analysis her qism ki trades kay lye bahut zaroori hotay hain inn kay beghair aap trade nahin laga saktay iss mein aap market kay fundamentals poits ko check kartay hain
        • #5 Collapse

          G han agar ap apni open ki jany wali trade ko bahot zyada secure kerna chahty hain loss risk sy tou technical analysis ky sath sath fundamental analysis bhi bahot zaruri hoty hain ky kei dafa fundamental analysis technical analysis per superceed ker jaty hain aur wahan per support aur resistance koi kam nehi kerti
          • #6 Collapse

            Assalamu alaikum my dear Forex trader ajke analyse sochte hain woh technical analyser market move nahi karti market move Karti Hai fundamental analysis se dekhte hain Jab aap news aati hai to market Kahan Se Kaha pahuchi jati hai toh Hamare technical analysis hey Boom Boom Agar Karti toh Itna Zyada Mohabbat nahi karna Chati fundamental analysing karti hai
            ALWAYS BE HAPPY
            • #7 Collapse

              koin nahe dost forex main real trading main app achy trades tab he laga sagty hean or profit ker sagty hain jab app k analysis achy hoon gay human forex main hard work to kerna ho ge our us main technical analysis k sath fundamental analysis bhe siekhnay hoon gay pher he us main hum kamyaabi say humkinaar ho pain gay nahe to us main humean munfaay ki bjeay nuksaan ho ga
              • #8 Collapse

                forex market main agar hum fundamental analysis karna seekh jaye gay to market main bohat achi eraning kar sakty hay es business main khoob time daina chahiye kyun keh time dai kar seekh kar kam karnay main he faida hota hay agar hum forex trading ko khoob learn kar kay he kamyab earning kar sakty hay
                • #9 Collapse

                  Dear ap sahi keh rahy hain agar aik trader techical analysis karta hay to usy fundamental analysis k bary mein jan lena chahiye q k fundamental analysis jo trader kar leta hay wo trader forex mein succes hasil kar sakta hay....news ka market py gehra asar hota hay is liye fundamental analysis bhe zaroriii hay technical analysis k sath sath
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Kuch log hoty hain jo sirf technical analysis krty hain fundamental analysis nae krty ye wrong hai technical ki tra inki b value same hai hmain news check krni chahiye aur news k doran trade nae krni chahiye is liye jo log fundamental analyais nae krty unko kahunga bhai technical k sath fundamental analysis b zaroor kia krain...

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X