Your emotional condition after loss??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Your emotional condition after loss??
    ​dear forex members hmen jb trading m loss hojata ha aur hmara account wash hojata ha to usky bd hmari Kia feelings​ hoti hen???Meri to ye halat hoti ha k 3,4 din sog manata hun aur bilkul forex ko open tk nhi krta.phir slowly slowly apna mind set krta hun aur phir new hosly k sath again posting start kr details hun ta k next month ka acha bonus collect KR skun.ap logon ki emotional condition Kia hoti ha plz zzrur btaen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear ye jab bhi ais market mai loss karty hai to hum ko ais mai sab se phly to ye samjh aa jati hai k hum ne kis waja se loss kia hai aus k baad hum jab emotional ho to hum ye soch rahy hoty hai k next time tamam rules ko follow karna hai aor aus k hisab se hi kaam kary gay magar jab hum dobara kaam karty hai to wohi dobar ghalti karty hai.
    • #3 Collapse

      Hai hai dear kya poochtay hain kay loss kay baad humari emotional condition kya hoti hai bhai agar aap ko aik maheenay ki salary na milay tou aap ki kya condition ho gi bus uss waqt kuch samajh nahin ati kay kya karun
      • #4 Collapse

        Dear aap ki baat bhi theek hai lakin mein loss kay baad apnay emotions ko control mein rakhta hoon aur apnay loss per analysis zaroor karta hoon ta kay jo ghalti hui hai uss ko repeat na karun aur next time profit hi ho
        • #5 Collapse

          Emotional condition tou zyada loss per bhi change ho jati hai aur agar kisi open trade main unexpected profit hasil ho jaey tab bhi emotional condition change ho jati hai so jab bhi emotional condition change hoti hai tou mistake bhi zarur hoti hai aur mistake ki waja sy ham profit ko bhi loss main badal lety hain ya account hi wash ker jaty hain
          • #6 Collapse

            bohat acha sawal ha ager hum ko profit lane ha to per hum ko apan emotion ko control karna hoga warna hum ko apna emotion es loss ho sakte ha ager hum ko loss sa bachna ha to per hum ko apna emotion ko control ko qabo ma karna hoga per hum ak bohat achi tara profit hasil kar sakta ha esleya emotion ko control during a trade..........
            • #7 Collapse

              g bhai jan ap ne bilkul sahi kaha hai forex trading me jab kese ko loss ho jata hai to aik bar usy asa jhatka lagta hai k wo waqti taor par bardsht nhi kar sakta mgr bardasht karna parta hai es lye behtar hai k jetni deir tak ap ka mind fresh na ho jay ap dubara forex ko open na karo cool mind k sath dubara ao or dubara apni mistakes ko find kar k kam karo
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: samikhan2379 پيغام ديکھيے
                ​dear forex members hmen jb trading m loss hojata ha aur hmara account wash hojata ha to usky bd hmari Kia feelings​ hoti hen???Meri to ye halat hoti ha k 3,4 din sog manata hun aur bilkul forex ko open tk nhi krta.phir slowly slowly apna mind set krta hun aur phir new hosly k sath again posting start kr details hun ta k next month ka acha bonus collect KR skun.ap logon ki emotional condition Kia hoti ha plz zzrur btaen.
                Yea Toh Har kisi ke saath naturally Hota Hai ke usko trading karte huye Paagal or so jao toh unko bahut bura lagta hai ISI Tarah and traders Ko Bhi Agar trading karte ho and Vasco to wo sad ho jate Main Aur Mera bhi ISI Tarah Ka Haal Hota Hai
                • #9 Collapse

                  agar hum forex trading main emotions ki zad main aa kar trading karen gay to humari trading bohat achi aur behtreen ho sakti hay humay chahiye keh dil lga kar forex trading main time dain kyun keh time dai kar seekh kar he hum forex tading main achi earning kar sakty hay fresh mind kay sath he humay kam karna chahiye forex trading main
                  • #10 Collapse

                    Dear members loss k bad hmesha trader ki condition bht emotional hoti hai loss hony ky bad wo kho sa jata hai us ka dil krta hai k bs ye business he chor dy wo business ko he bura kheta hai ukta sa jata hai but esa ni krna chaiey agr loss ho jy to again try krna chaiey emotions ko control me rkhna chaiey
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      yes dear men ap ki bat sey agree kerta hn kih jin tardes hazrat ko loss ata hy in men sey aksar tarders wo hotey hen jo apney emotions ko control nh kar kih trading kertey hen is lye in tarders hazrat ko jb loss ata hy to in ka zehan tb thk honey lagta hy is ly trading kertey waqt apney emotions ko control ker kih trading kerni chachye.............

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X