Robort ko kaisy active kar sakty hai??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Robort ko kaisy active kar sakty hai??
    dear ye ap mai se bahot hi kaam logo ko pata ho ga k jab hum koi bhi robort buy karty hai to aus mai ye hai k hum jab robort ko chart par place karty hai to wo auto par trading karna start kar deta hai agar hum aus ko stop karna chaye ya aus par dobara active karna chaye to aus k liay button hota hai jo ap ko picture mai dekh dia gia hai.
    منسلک شدہ فائلیں
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bhai aap ki baat theek hai lakin aik baat batain kay robot se aur manual trading se income mein kitna farq.ata hai aur phir robot use karnay se humain tou forex ka experience nahin ho sakta hai
    • #3 Collapse

      Bhai aap ne robot ko activate karnay ka bahut aasaan tareeqa bataya hai aur waise bhi jab aap robot khareedtay hain tou aap ko uss kay sath complete operational manual yani user guide bhi di jati hai jis se aap ko uss ka use pata chal jata hai
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        forex trading main jo robot use hoty hay unko active karnay ka asan tariqa yahe hay keh un robot ko pakar kar chart kay upar chor dea jaye then wo auto par apply ho jaty hay aur apna kam shuru kar daity hay es say behtar hay keh hum robot say achi trading khud kar sakty hay so humay enkay chakar main nahi parna chahiey

        اب آن لائن

        Working...
        X