Indicator ko modify karna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Indicator ko modify karna
    dear jaisy ap ne dekha ho ga k kuch indicator hai jin ko hum apni marzi se modify kar lety hai magar jab wohi indicator kisi aor pair mai lagaty hai to aus ki dobara setting karni parti hai kai aisa ho sakta hai k hum aik indicator ki setting kar ley aor aus k baad jab bhi aus ko kisi pair par place kary to wo hi setting rahy jo hum ne aus k liay banai hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear mere khayal mein tou aisa nahin ho sakta lakin mere aisa koi experience bhi nahin hai kyun kay mein tou meta traders kay jo builtin indicators hain unn hi ko use karta hoon aur mujhay unn se bahut faida hota hai
    • #3 Collapse

      Mera nai khyal k asa mumkin ho kyun k ye mumkin ho sakta ha k ap kisi aik chart mei kisi aik symol like ap ney eurusd pe set ker liya ha indicator ko tou ap ney jab Gbpusd ki move dekhni ho tou ap gbpusd pair ko market window bar se chart mei dal de istarah ap ka indicator wohi setting gbpusd pe lag jay gi 1 by 1 ap kisi h pair pe iss indicator k result asay dekh saktay ho ap ko bar bar alag pairs pe setting ki zaroorat nai ha
      :p Yes You Can Do :p
      Honesty + Sincerity = Prosperity
      • #4 Collapse

        Mery knowledge kay mutabik to aap aisa nahe kar sakty hain. Kun kay jab aap indicator lagaty hain to uske ke settings by default par set hoti hain. Aur jis sy aapko agar wo settings tabdeel karni ho to manually tabdeel karna parti hai. Lekin agar koi permanent wala option ho to phir shyed ham wo setting us main kar sakty hain.
        • #5 Collapse

          Dear indicators ko modify nahin kya ja sakta kyun kay aik indicator aik hi kaam kay lye banaya jata hai jo kisi aur mein use nahin ho sakta iss lyee aap iss ko modify karnay ki koshish na karain aur behtar hai kay mt4 kay indicators ko use karain
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            indicators ko modify nahi kea ja sakta albatta eski setting jo ki jati hay usko modify kar sakty hay jaisy humay chahiye hoti hay wesy hum esko set kar kay trading account main apply kar sakty hy aur es trha hum market main profit ki ration ko bhi increase kar sakty hay esmain mehnat ka he phal milta hay

            اب آن لائن

            Working...
            X