Forex trading ma chart ma gape ka ana
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading ma chart ma gape ka ana
    Dear friends Mera ap sy aik swal ha k hm log forex trading ma kam krty hn tu weekend py jb chart dekty hn tu market stop hoti ha but jb Monday ko market open Hoti ha tu kuch candles ka gape ku ata ha is ma kia difference hota ha aysa ku hota ha kindly ap apna knowledge share karain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear hum ne tou aisa kuch note nahin kya aur aisa hona bhi nahin chahyea kyun kay market jab friday ko close hoti hai tou candles stop ho jati hain aur jab monday ko market open hoti hai tou ussi se agay new candle banti hai
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Marry054 پيغام ديکھيے
      Dear friends Mera ap sy aik swal ha k hm log forex trading ma kam krty hn tu weekend py jb chart dekty hn tu market stop hoti ha but jb Monday ko market open Hoti ha tu kuch candles ka gape ku ata ha is ma kia difference hota ha aysa ku hota ha kindly ap apna knowledge share karain
      Forex trading Madrid karte huye kabhi kabhi chat Mai gap aa jata hai isme Koi issue nahi hai yeh hota rehta hai aur nahi hai koi problem wali baat hai
      • #4 Collapse

        Ye gap kuch pips ka he hota hai or ye data forex ki overall market opening or closings k doran hony wali change ki waja se hota hai is se ghabra a nahi chahiye agar ye hota bhi hai to market pull back ho jati hai. Or agar weekly trading ki jye to koshish karrain k Friday ko orders mukamal ker lain because week newly changes le ker a ata hai.
        :1f607:جن کا بھروسہ اللہ پر ہو ہمیشہ کامیابی ان کی منزل ہوتی ہے۔:cool:
        • #5 Collapse

          Gee aap ki baat bilkul theek hai yeh gap zaroor ata hai aur yeh gap market kay waqfay ki wajah se ata hai aur iss ka gap itna zayada nahin hota iss mei aap ki tension lenay wali koi baat nahin hai
          • #6 Collapse

            dear ye jo ap ne gap ki baat ki hai ye normal nazar aa raha hota hai chart par k ais time jo candle bani hai aus mai price change hai pichli candle se ais mai ye hota hai k normal weekend par market close hoti hai aor aus k baad jab open hoti hai to aus mai change ho to ye gap aa jata hai jis ki waja se hum ais mai tab tak trade ni lagaty jab tak ye cover na ho jaye.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              bohat baar aisa hota hay keh market ki price main gap aa jata hay aur ziada tar gap market main cover bhi hota hay agar hum es gap ko daikh kar trade karen gay to market main bohat achi earing kar sakty hay aur humay chahiye keh esmain sab uch daikh kar he trade karen tab he achi trade ho sakti hay

              اب آن لائن

              Working...
              X