loss ka dar
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #391 Collapse

    jab ham trading karty hai oor hamain koi point milta hai too ham trade ko place karna say pahlay yah soochnay lag jatay hai kai hmain kahi loss na ho jai i think kai hamin is tarha nai sochna chaya bas trade ko place kar dana chahya oor usi ka sth sath hamin dar ka baray main oor loss ka baray main nai sochna chaya
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #392 Collapse

      trading main loss ka fear sub ko rehta hay aur is ka faida bhe hota hy and nuqsan bhe ho sakta hay faida is laye hota hay kay is tarah ap greedy nai karty and deep risk nai lety jub kay nuqsan ye hay kay ap huge earning bhe nai kar sakty
      • #393 Collapse

        Maximum traders ko fear of loss ki waja sey loss ho jata hy, aisi logon main confidence ki kami hoti hy aur woh achi planning nahi kar saktey. Inhain learning key sath sath apney aap ko bhi maqboot bananey ki zaroorat hoti hy. Loss to business ka hissa hota hy aur is ko accept karna chaheye. Hum loss ko kam kar saktey hain lekan loss sey completely bach nahi saktey. Loss sey bachney key leye demo account main practice ki jaye to is sey kafi help milti hy.
        • #394 Collapse

          Forex tarding aik bahot acha business ah hum ko is main kam karta rahna chahia ya hum ko hamra kam karna ka paisa data ha
          • #395 Collapse

            well brother according to my thinking experienced trader ko loss honay ka dar nahi hota, because woh experienced and planing ke mutabiq trade karta he, agar ap ki planing and trading experience perfect he to ap easily successful trade kar ke munafa earn kar sakhte ho.
            • #396 Collapse

              dear loss hona ka dar us ko he hota jes ko trading ke knowledge nahi hoti agar ap demo sa es business ko thek say samaj ly aur kafe ache practice ker ly tu umed hia app ka dar kahtam ho jay ga app kafe acha real trading ker sakay gan.
              • #397 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: khklive پيغام ديکھيے
                Bhai dunya k hr business mei losses or profits shamil hoty hen ager hum sirf losses ka he sochen gey tou kabhi bhe aagay nahen berh paen gey or na he sahe trah sey tarding ker paen gey hamen chahye k hum proper planning k stah trading kren takay losses ka dar na ho.
                You are right. I also think in every business have two things one is profit and other loss.but if you learned about it properly and get experienced properly i am sure that you success rate will be 90 percent.
                • #398 Collapse

                  loss ka der to sab ko hota h jo is per ache se kam kerte han or isko smjhte hn tab hi ap is per ache se kam ker skte han forex aik buht hi risky business hai loss ka der to bare insan ko bhi hota h jo forex m itna siniour hota h per wo isko loss ko sir pe niu cherhta
                  • #399 Collapse

                    jo b trader forex mien ya kesi or trade mien ata h us ko es bat k dar hota h k us ko loss na ho jy es lye wo bht carefull ho ker trade kerta h or bht achi trade lagani ki try kerta h
                       
                    • #400 Collapse

                      g app ki baat sahi hai lakin trading karte waqt humhe dar nahi rakhna chahiye dil main q k us se humhe loss b ho sakta hai isliye humhe planning k sath kam karna chahiye means trading se pahle sochna chaiye k trading kese karni hai or phir jab trad start karen to cool mind se karen dar nahi rakhna chahiye q k us se hum galat trade b laga sakte han.
                      • #401 Collapse

                        meri ye soch hai k profit or loss har bussines me hota hai agar aap loss or profit k bare me hi sochte rahe ge or darte rahe ge to aap kabe b si tarah bussiness nahi kar saktay. agar aap achi planning se kam karen ge to aap k loss k chances bohot kam honge
                        • #402 Collapse

                          loss ka dar bhai jaan humay usi surat mai he hota hai jab hum theak say learning nhe karte hai and humay us mai loss hojata hai per agr hum kaam ko theak say samj kar kare gay to humay kabi b loss ka itna ziadya samna nhe karna parega issi waja say forex mai wahe loag ziadya loss karte hai jo learn nhe karta
                          • #403 Collapse

                            tradding my har insan ko loss ka bhot dar ho ta hy ku ky loss sy ap ka comments ka bonus bhi katam ho jata hy or is leya har
                            • #404 Collapse

                              forex me loss tab hota hai jab new trader forex me apna luck amzata hai or greed karta hai jiss say us ko thora profit milta zaroor hai or woh bohat hi zayada emotional or greed ho jata hai jiss say un ko loss ho jata hai forex me akser log is liye loss say dar jatey hai ager hum forex ko proper knowledge or experience say karein gain to humein dar nai lagey ga or hum acha profit earn kar saktey hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #405 Collapse

                                han aap se durust kaha yeh loss ka dar humein hi risk lene se or lalach se baz rakhta hai lekin kabhi kabhi yeh dar hi humein aage b nahi barhne deta or aik munasib trade lagane se b darata hai lihaza apna dar ko samjh kar ise control karne ka fun hum me mojud hona chahye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X