loss ka dar

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #316 Collapse

    ji haan bhai jaan aap nay bilkul sahi kaha hai bhai losse4s ka dar to hota he hai is tarah ka business main lakin humay chahye k hum aap nay work ko achi tarah say karen taak k humay lossses na ho or jab tak hamara work sahi ho ga tab tak mera yakeen hai k losses nahi ho ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #317 Collapse

      my dear friend jisa ke hum jante hai ke jo dar gaya wo mar gaya . hame kabhi bee forex ke market me dar kar trading nahi karna chahiye . hum agar forex ke market me dar kar trading karenge to hame har waqt foreex trading me loss melega .
      • #318 Collapse

        bhai9 jan kisi had tak ap ke bat thek ha laikin loss ka jo dar hota ha us dar ke waga sa ham rick bhe lata han rick ke waga sa baz okat zayada loss mein bhe jana par jata ha...
        • #319 Collapse

          g hain g forex aik bhut vcavch kam hainsis mahum ko loss eb hotuy hjaindsisvery good bussienss siamhum ko experince nhashbalkhotu hainsismaiun hu7m ko bhut mahanutu karnu hotu hians
          • #320 Collapse

            agar ap loss ka dar ley k tarding karey gain to ap kabhi b kamyab nai ho saktey humein risk lover ban k trading karni ho ge tabhi hum kamyab ho saktey hein agar ap risk overser baney gain to apko kam ka pata b nai chaley ga or loss b karty jaye gain.
            • #321 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: imran12 پيغام ديکھيے
              kiya ye bat drust hai ke ap ke andar loss honay ka jo dar hota hai wo ap ke liye behtar sabit hota hai q k is se hum bhot xiada risk lainy se bach jaty hain ?
              ji bhai ap ny sae kaha k hamary andar dar hota hy or ye dar hamary leay boht faidah mand bi hy taku ham boht bhara risk na lyn jo bad me hame bad me afsos ho or dar ki waja sy ham koi bi qadam uthaty huay phly achi trhn dkhlyngy k koi risk to ni.
              • #322 Collapse

                salam pakistan forex forum online busniess mei wqi loss ka bht dar hota humeri choti si misstake ki waja se losss ho jata hai is liye hume bht ziada expernice or knowlege k sath kam karna chahye ta k hum kamyab reh or apni wishess pori kare
                • #323 Collapse

                  well my dear friend, jesa kay hum sub he jantay hain kay Forex trading ka business profitable honay kay saath saath kafi risky bhi hain, iss leay humein apni investment kay loss honay ka har time darr laga rehta hai, jo kay meray khayal say achi baat hai kyun iss darr ki waja say hum safe and secure trading kartay hain...
                  • #324 Collapse

                    ji apki bat tu thek ha hary ander jo der har ha ya hamy isi jaga fida bi data ha or nuqsan bi krawa data ha ap apny mind ko fresh raha kar kam kary
                    • #325 Collapse

                      assalaml o alaikum g han bhai jan forx trading jaisa k risky business hai or is me humen humesha loss hone ka dar rehna chahiye ta k hum chonkas rahen
                      • #326 Collapse

                        mere khayal mai forex mai loss ka dar bilkul nai lena chaiye insan ko kiyon ke hona wohi hai jo ALLAH ko pasand hona hai issi liye forex mai tension bilkul nai leni chaiye tension free ho kar kaam karna chaiye forex mai kiyon ke forex mai wo log kamyab hotay hai jo loss ko manage karna janty hain.
                        • #327 Collapse

                          g han her points ko agr coll mind say view kia jaye to is main humary laye aik sabaq hota hay jesy loss ki vaja say humain apni mistakes ka pata chlta hay aur hum next time is mistake ki learning karty hain aur is tarah ayesta ayesta khud ko perfect and skilled trader bana sakty hain
                          • #328 Collapse

                            Loss ka darr toa hr kisi ko hi hota hai lakin is k darr say hm trading toa NAE chor sakty na in fact AGR apko dar lagay toa ap WO SB tricks karain jiski wja say ap apnay darr khatam karain or fearless trading kar sakain
                            • #329 Collapse

                              ha jab aap new hote hai to aapko loss ka sar hota hai par fore xme agar aapko sucess hona hai to aapko loss ka dar nahi rakhana hai usse aapko bahut hi loss ka khatara ho jata hai isur aapko fore xme bahut hi hard work karna hota hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #330 Collapse

                                slam u alikum janab dar har bussines man may hotah he ke us ki koi bhi wrongharkat say ussy lose na hojye issliye apko apni traf say bilkul 100% worked ahtiat se karni chaie

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X