loss ka dar
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #511 Collapse

    jee han mery khayal sy ham ko loss ka dar hota hai isi liye ham kam volume ki trade karty hain aur agar hamari kisi mistake sy loss ho jaey to phir wo loss b kam he hota hai zayada nahi hota. but forex aik risky business hai aur is mai profit and loss dono he hoty hain. so zayada profit k liye ham ko risk laina ho ga aur loss ka dar apny andar sy nikalna ho ga.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #512 Collapse

      G han my dear friends forex main agar app loss ke dar se trading karin ge to yakeenan app ziada risk nai lin ge ic liye forex main app ko chahiye ke ziada risk liye bagair real trading karin or trading ke doran darin bilkul mat.
      • #513 Collapse

        Bilkul hota hai jo key ap ko nahi hona chahye. Loss key barey mien ap pehley sey calculate kar key stop loss laga dein or pir mentally bhi us loss key liye prepare rahien ap agar is tarah sey trading karega to pir ap ko fear nahi hoga ziada loss ka kiyoun key ap prepared hongey na.
        • #514 Collapse

          foirex ha hi esa business jis m dar hi dar h agar ap is per zada mehant kerte hn to apko is m zada profit ho skta h lekin her trade pe hame der hota h k khen hame loss na ho jae khen hume koi nuksan na ho jae is luye her trade pe apko dehan dena chaye
          • #515 Collapse

            dear jab aap ko loss ka dar ho ga to aap profit bi nahi kama saktay ho us sorat may jab kay aap kay paas market ki jan kari na ho iss liya kosish karni chahiya market ko samajh nay ki quen kay jab ham ko galat entry ka shak ho to hi ham market say dar tay hane.
            • #516 Collapse

              There are three basic steps to do a deal or trading in Forex, the first item they select or the currency to be traded, and then to determine the size of the deal for that commodity, and finally to determine the type of operation, whether buying or selling, and implementation.
              • #517 Collapse

                g han bilkul loss k dar ke waja say ap ziada laluch bhi nahi krty ho kion k agr ap laluch kro gy to phir ye dar lga rehta ha k agr loss ho gya to ap ka sara balance zaya ho sakta ha. isi liye ap laluch say bhi door rehty hein loss k dar ke wja say.
                • #518 Collapse

                  g brother aapne bilkul theek kaha hai agar aap k andar loss ka dar hoga to aap har wakt ahtiyat barten ge aap har wakt jo b trade lagain ge wo bari sooch smjh k lagain ge iss liye k loss kisi b wakt ho sakta hai iss taraha karne se loss se kaafi bach sakte hain aap
                  • #519 Collapse

                    Assalam-O-Alaikum jin logo ko loss ka dar hota hey wo sehi nahi hota hey aur ager ap loss ka dar dil me betha kar forex trading kartey hen to ap ko is me real loss ho jata hey is liye trading hamesha bold ho kar karen.
                    • #520 Collapse

                      Loss ka dar agar ap pakistan forex forum trading my agar work karty ho to ap is my bhot achy trading karo
                      • #521 Collapse

                        dear forex business ik aisa business hai jis main ham ko loss ka dar bhi rahta hai or ia main fropit ki khushi bhi milti hai is main dono bahot achay hain
                         
                        • #522 Collapse

                          Forex business has the profit and loss. So that those are work with the confidence SNF they are earn the money regular and they are successful trader. There daily base earning is good.
                          • #523 Collapse

                            yes forex main loss ka dar hota ha lakin ager hm demag istamal karin to hm profit bhi kama sakty hn is ka sath sath hamri kuck ka hona bhi zarori ha
                            • #524 Collapse

                              dear is mein yu koi doubt nahi hai,loss ka dar ru hameesha insaan k sath rehta ha ijb wo trade krta hai,mera khayal hai hy k jo insaan dar sy mean loss hony say darta rehta hai,wo kbi b aik successful trade nahi kar skta,isi liye humein chiye k dar k bagair apny knowledge ko utilize krty huy trade krey.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #525 Collapse

                                Loss ka dur hur bndy ko hota hy jo bhi new trading start krta hy, or na sirf new traders ko bul k jo expert traders hen unhy bhi loss ka dr hota hy q k ye insani nature hy or fitrati tor pe insaan k andr dur lga hota hy k kahi nuqsan na ho jae.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X