Gold and oil trade???
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold and oil trade???
    Dear dosto main aap say aik mashwara lenan chahta hun k gold or oil hain to bht risky but log in pr trade kar rahay hain aur abhi tak in dono ki value kaafi down aa chukki hai mujhay to lagta hai yeah mazeed down jayengay aur sell behtar rahayga aap log kia kehtay ho...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear bro gold and oil trading men hamen profit bhi kafi acha hota hai aur hamen gold and oil men loss bhi kafi ziada hota hai isliye agar hamara account small hai aur hamen forex ka ziada experience bhi ni hai to phir hamen gold and oil se door rehne men hi hamari aafiat hai q k jab gold and oil movement hoti hai to poora account hi wash ho jata hai ya phir profit hi profit hota hai isliye in dono pair se bach kr trading krna hi better hai
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: manobhai078 پيغام ديکھيے
      Dear dosto main aap say aik mashwara lenan chahta hun k gold or oil hain to bht risky but log in pr trade kar rahay hain aur abhi tak in dono ki value kaafi down aa chukki hai mujhay to lagta hai yeah mazeed down jayengay aur sell behtar rahayga aap log kia kehtay ho...
      Dear friend mujhe lagta hai k ab gold by Mein Jayega Kyunki gold ka fees Jyada CEL Mai Chala Gaya Tha aur ab ho sakta hai K gold Apni Jagah pe Wapas Chala Jaye Aur Yeh my Mein Hi Jayega
      • #4 Collapse

        G bhai gold aor oil py trading risky bahut has lakin gold aor oil py profit bhe bahut ziada hota hai ager ap ki tradr ng market anaylsis aor trend k mutabiq ho tu aor mazeed down honey wali bat ni lag rahe q k gold 1159sy70 wapis ata hai as liay ziada mazeed down ni hoga koshish kren buy k order place kren
        • #5 Collapse

          Dear brother aik bt yad rkhen kbhi bhi gold aur oil ki movement m trading na kren blky ap dollar ki value ko judge kren agr wo strong horha ho to ap gold ko sell kren aur agr dollar ki value down ho to ap but kren keun ye hmesha aik dusry k apposit move krty hen.aur same case oil ka bhi ha.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            agar hum gold aur oil par trade karna chahty hay to eskay liey humary pass balance bhi acha hona chahiye kyun keh esmain bohat tezi hoti hay aur esmain humari trade loss main bhi ja sakti hay agar humara experince acha ho to he humari trading humay faida daiti hay aur hum market main kamyab ho sakty hay

            اب آن لائن

            Working...
            X