I think keh talent to god gifted hota hy lekan yeh hamain maloom nahi hota keh hamarey andar kia kia talents hain. Is leye hamain mehnat krni parti hy aur yeh dekhna parta hy keh kia hamarey andar trading key skills mojood hain ya nahi hain. Mehnat sey hum apney skills ko polish kar saktey hain aur is field main kamyabi hasil kar saktey hain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим