Aik kamyab traders ki khobian
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aik kamyab traders ki khobian
    Dear forum members aik kamyab traders main kai khobian hoty hn jin ki waja se wo kamyab trader banta hy, subh se pehly khoby aik kamyab trader greed ni kerta us ko jub proper profit hota hy to wo trade close ker daita hy
    Dosry khobi aik kamyab trader juldbazi ni kerta, bady saber se market ko watch kerta hy phir jub samjh main ay to trade lagata hy
    Tesry khobi aik kamyab trader analysis zaror kerta hy phir trade lagata hy
    Mairy nazar main yahi khobian hn jo aik trader ko kamyab bnaty hn
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Han g sir waqi ek kamiyab trader esa hi hota hy jald baz ni hota sakon sy trading karta hy soch smajh kar lots lagata hy markit ko complete aynalise karny k bad trad karta hy sber k sath aur akal k sath trad lagata hy kabhi lossess sy ghabrata ni kabhi ziyada profit sy emotional ni hota aur sub sy badi khobi ye hy k wo expert hony k bawjod bhi apnt ap ko aik trader ni kehta mazeed knowledge hasil karna chahta hy aur kiya agy bhi bohut khobiya hain lekin ap ny bhi to sahi kha hy na
    • #3 Collapse

      Friend ap ny bilkul sahe kaha forex trading ma wahi banda kamyab hota hy jis ma ye tamam khobitan pai jati hen and is k alawa aik khobi hoti hy forex trader ma k wo overconfident ho k kabi b apny balance k hisab sy bari lot size nai select karta balky wo apni policy sy stick ho k rehta hy
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Star401 پيغام ديکھيے
        Dear forum members aik kamyab traders main kai khobian hoty hn jin ki waja se wo kamyab trader banta hy, subh se pehly khoby aik kamyab trader greed ni kerta us ko jub proper profit hota hy to wo trade close ker daita hy
        Dosry khobi aik kamyab trader juldbazi ni kerta, bady saber se market ko watch kerta hy phir jub samjh main ay to trade lagata hy
        Tesry khobi aik kamyab trader analysis zaror kerta hy phir trade lagata hy
        Mairy nazar main yahi khobian hn jo aik trader ko kamyab bnaty hn
        Ek accha aur Kamyab trader trading karte huye ek toh kabhi bhi galat nahi karta hoon Iske Alawa trade karne se pehle Hamesha proper plan banata hai aur Market ki friend ko samajhta hai aur achi se strategy banata hai trading karne ke liye
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #5 Collapse

          Dear members forex trading business me aik kamiyab trader ki khobi hai k wo lalch ni krta agr us sy koi ghlti ho jy to wo ghlti sy kuch seekh kr ghlti sudharta hai trading me sabar sy kam leta hai apny emotions ko cntrol me rkhta hai
          • #6 Collapse

            Aik kamyab trader kbi bhi trading main any wala koi kam esay nai leta koun ke jb ap kisi ko esay le lety hein tu phr mehnat se jee churany lgty hein. Kamyab trader lalach main nai ata aur na hi Jaga Jaga jazbati paan ka mujera karta hai
            • #7 Collapse

              agar hum aik kamyab trader banna chahty hay to esky liey humay khoob trading practice karni chahiye kyun keh agar hum ziada trading ki practice karen gay to market main bohat achi earning kar sakty hay aur humay esmain khoob focus bhi karna chahiye tab he safe reh sakty hay
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Star401 پيغام ديکھيے
                Dear forum members aik kamyab traders main kai khobian hoty hn jin ki waja se wo kamyab trader banta hy, subh se pehly khoby aik kamyab trader greed ni kerta us ko jub proper profit hota hy to wo trade close ker daita hy
                Dosry khobi aik kamyab trader juldbazi ni kerta, bady saber se market ko watch kerta hy phir jub samjh main ay to trade lagata hy
                Tesry khobi aik kamyab trader analysis zaror kerta hy phir trade lagata hy
                Mairy nazar main yahi khobian hn jo aik trader ko kamyab bnaty hn
                Forex trading mein jo be successful traders hain woh apni mistakes se learn karte hain aur apni mistakes co baar baar nahi karte ho trading karne se pehle Amisha plan banate hain aur pet trade Karte Hain
                • #9 Collapse

                  Aik kamyab or acha trader patience, learning, management or risk taking ability rakhta hai. Or sab se zyada her cheez ko step by step soch samajh ker patience se krta hai. Start me just learn learn or learn then earn ka asool Hona chahiye. Or kabhi bhi emotional trading nahi kerni chahiye complete rules based trading kerni chahiye.
                  :1f607:جن کا بھروسہ اللہ پر ہو ہمیشہ کامیابی ان کی منزل ہوتی ہے۔:cool:
                  • #10 Collapse

                    Number one is knowledge 2nd patient 3rd is experience 4th demo practice more and more achy time aur achi condition of market py trading krna
                    • #11 Collapse

                      forex trading business mein jo kaamyaab trader han sab se bari khobi ye hoti hy k wo sabar se kaam karta hy aur forex trading business mein jald bazi nhi karta forex trading ki market ko dekh kar samjh kar aur analysis kar k trade open karta hy aur kaamyaab trader kabhi bhi har waqt apni trade ko open nhi rakhta jab profit hota hy tu trade ko close kar k phr market ko dekhta hy
                      • #12 Collapse

                        G janab aik kamyab trader hamysha wohi kuch kahy ga ju ap us ki ability hy kamyab trader banny kty liyay bht mahmnat skillss hasil krny hoty hy tab hi aik kamyab trader ban jta hy insan koi bhi chex mahnat kay bagair mumkin nahin hy.
                        • #13 Collapse

                          G bilkul agreed or forex forum Main ya kaise bhi trading main ek kamayab traders ki qualities
                          1.time management ye boht zururi hota ha k uske pass time ki measurement hony chahye
                          2 responsibility aesy ye e sochna ha k mujhe har cheez ko maintain rekhna ha means k loss profit ko.
                          3 confident boht e main point k confident hony chahye
                          4 believe apne ap py bhrosa lazmi ha
                          Respect of rules and regulations of trading zorori ha
                          Or bhi boht sare btaen ha kuch members ne already define kar li ha thanks
                          • #14 Collapse

                            Han bhai ap thek kaha kanyab trader ka leye meri nazar main ye 4 chezain bhT zruribhain.
                            Basic knowledge
                            2.Savar rakhna jald bazi na krna.
                            3.Tajurba hasil krna
                            4.OR TAJURBA KA LEYE EXPERIENCE BHAT ZRURI HAI
                            so friends ek acha trader main ye sab quality hoti hain,
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              forex m best tredr ki boht c khobiyan hen jin ki wja sy wo aj best r sucsecs full tredr hen sucsecs full tredr greed nhi krty apni emotion py qabo rakhty hen frum py learning nhi stop krty confidons sy km krty hen r Jald bazi nhi krty soch smjh k tread order krty hen r loss ko afoud krty hen r apni mistak sy sekhta hen .

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X