Money management aur apni strategy sy trading kerna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Money management aur apni strategy sy trading kerna
    Dosto forex trading ki market aik samandar ki tra hy aur yeh market kafi risky bi hy jis main trading k liy ap ko exta care ki zaroorat bi prti hy aur agar ap money management aur apni special strategy ko ly k trading kro gy to ap is business main acha profit earn kr sakty ho kio k money management aur apni strategy aik power ful tool hy trading k liy jo ap ki trading ko kamyab krawa sakty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G bhai main ap sy agree hon k forex trading main kamyab hony k liy money management aur apni khas strategy agar ap k pas ho gi to ap samjho forex trading main kamyab ho gay aur jo bi trade ap planning k sath lagao gy mokamml annaylsis ap k hon gy to ap preshan ni hon gy apni trade sy aur zaroor profit bi earn kro gy ,money management aik aisa tool hy k ap apny account ko bahut ziada safe rakh sakty ho is money management ko samj k aur isko apply kr k
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Phooljan پيغام ديکھيے
      Dosto forex trading ki market aik samandar ki tra hy aur yeh market kafi risky bi hy jis main trading k liy ap ko exta care ki zaroorat bi prti hy aur agar ap money management aur apni special strategy ko ly k trading kro gy to ap is business main acha profit earn kr sakty ho kio k money management aur apni strategy aik power ful tool hy trading k liy jo ap ki trading ko kamyab krawa sakty hain
      trading me money management Aqua ki Jabardast cheez hai gym trainers for money management karne Aaya Hai Woh successful traders bahut aasani Se Ban sakte hain aur Jeene traders lose money management nahi aati ho acche trailers nahi ban Sakte Anji
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • #4 Collapse

        Kisi dosary ki strategy ko kbi bhi khod per lagon na karen koun ke jo bhi bnta hai emwo khod ke knowledge aur experience ko mad e nazar rakh kar strategy plan ki jati hai is key khod hi banein aur khod us per amal karen aur agd wo kamyab ho jay tu phr usay dosary ko batana chaye
        • #5 Collapse

          Dear forex members kuch log forex trading ko bohat aasan samjhty hain jab k aisa bilkul nahi hai ye aik bohat hi technical business hai jis main her qadam phoonk phoonk k rekhna perta hai. Aap iss business main planning aur strategy k beghair kabhi bhi kamyab nahi ho sakty iss liye yad rekhain jo log apnay capital ko manage kerty hain aur capital k mutabiq lot size lagaty hain wo kabhi bhi nuqsan nahi kerty aur long time business kerty hain.
          • #6 Collapse

            Dosto trading krny k ly hmain phely money ki management kr lyni chy k hm ny trading ma Kitna invest krna hy os k bd hmain trading krny k ly strategy bnani chy ye strategy hmain apny mind ma set kr lyni chy or setting hmain trading ko open krny k bd krni chy jb stretegy or money ko manage kr ly phr trading start kry
            • #7 Collapse

              Dear aap ki baat thek hay k forextrading aak bhot he mushkal online bussniss hay aur ya aam bussniss sa bhot different hay iss bussniss main profit hasil karna k laya strong stratagy ki zarrorat hoti hay aur trade open kartay waqat sab sa important hay money managment karna money managment k baghar trader kabi be success hasilnahi kar sakta hay
              • #8 Collapse

                Asalam u alikum
                ji bhai saahi kaha aap ny forex trading kaafi mushkil kaam
                hai is ko jitny achy se aur deehan aur jaldi seekhy gy utna
                faida hai aur demo account tu soony per sohaga hai
                achi post acha bonus
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  money management karna bohat zaroori hota hay agar hum forex trading main money managment nahi karen gay to hum market main achi earning nahi kar sakty so humay chahiey keh market main dil lga kar time dain kyun keh sahi say time dai kar seekh kar trading karnay main he faida hota hay tab he safe reh sakty hay

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X