demo account par practice karty waqt market ko analyse karna bhi sekhein
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    demo account par practice karty waqt market ko analyse karna bhi sekhein
    dear friends aksar members demo account par practice karty waqt market charts ko analyse nhi karty just tukka lga kar he practice karty hain jis waja se jab real account par work start karty hain to unko boht problems ko face karna parta hai or wo nakam ho jaty hain es lye demo account ko real account samj kar he practice keya karain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Waise toh demo competition achi cheez hoti hai lekin agar aap demo code Pulsar doesn't practice Karte Hain Tumko real baby booties crochet baby Jiski wajah se aap real account mein bhi bahut jyada acchi trading bhi kar sakte hain
    • #3 Collapse

      Dear friend bohot say log gab demo par practes karty hain to chart par practes nahi karty aur agr hum chart par analeses nahi karen gay to gab hum real trad karen gay to hamary leye bohot masla ho ga as leye hamen chart ka analeses karna chahye
      • #4 Collapse

        demo account par agar hum ziada say ziada practice karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay aur humay chahiye keh esmain money management karty huway he trading karen tab trading main khoob mehnat kar sakty hay es business main sahi say time dai kar seekh kar kam karnay main he faida hota hay tab he safe reh sakty hay
        • #5 Collapse

          demo account aik toatl trading practice hai q k os main jo bhi trading hoti hai wo real trading jesy he hoti hai tu hmain os main es bat ka dehan rakhna chhyae k hmain apni trading main sub kuj real ki trah ahe parctice karni hai jis main hum apni practice karny k bad acha profit bhi earn kar skty hain real account main ti hmain es bat ka mind main rakhna chhyae
          • #6 Collapse

            apne sahi kaha agr ap demo pr trade krte he aur ap market ka analysis nhi krt tu ap ki training me khamia bne gi jis ku ap ku ap trading analysis ke zriye hi door kr sktay he ap ku chhye ke trading ke drmeyan beech me analysis krte rahe.

            Dear friends, agar ap ko post pasand aye to 'Thanks' zaroor kry.
            • #7 Collapse

              agar humari trading practice achi ho gi to hum market main boaht achi earning kar sakty hay aur humay chahiye keh esmain dil lga kar time dai kar mehant karen tab he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay esmain lalach bhi nahi karna chahiye kyun keh lalach ki waja say market main loss he hota hay
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: dawoodyaseen1 پيغام ديکھيے
                dear friends aksar members demo account par practice karty waqt market charts ko analyse nhi karty just tukka lga kar he practice karty hain jis waja se jab real account par work start karty hain to unko boht problems ko face karna parta hai or wo nakam ho jaty hain es lye demo account ko real account samj kar he practice keya karain
                Demo account pay trading cri practice karne ka traders Ko fayda Hai Yehi Hota Hai ke woh market ke analysis karna sikhe or profit ke Baje market ki knowledge lena sikhe
                • #9 Collapse

                  slaam to all forum members...demo account par har koi start leta ha main na bhe lyia tha lakin demo par kush mistake ki jati ha analysis to dor ke baat hamin abi leverage ur lot size ka bhe sahi treqa sa idea nahi hota ur hum real par a jata hain is nahi krna chye jo mistake seniors na ke ha junior ko usa avoid krna chye ur app ka baat drust ha demo par makmal practice krni chye...
                  • #10 Collapse

                    demo account par practice is traha hi karni cahaiye k demo account ko real samjh kar trading karain aur practice mein market ko samjhna analysis karna learn karna cahaiye aur demo account ki practice ka faida bhi tab hi hota hy jab demo account par real account ki traha practice karain kiok demo account par learning phr hi kar saktay han jab hum samjh kar kartay han
                    • #11 Collapse

                      ager apdemo account use kerty hien or ap es mien aa ker analysis ni kerty hien to ap es mien aa ker belkul bee kamaee ni ker sakty hien or ap khud ko es mien sirf or sirf muqsan dy sakty hien es lye es mien hard work kery
                      • #12 Collapse

                        Ji bilkul bht aci suggestion di hy app ne bilkul demo k sath sath real ko bhi analys zaroor krna chahiye humari practice ka maqsad hi yehi hota hy k hum real per achi trading kr sakain jab app ko sath real ko analys nahi krain gay to app kesay trading kr sakain gay is lie zaroori hy demo k sath sath real ko bhi analys krain
                        Nkb
                        • #13 Collapse

                          thek kahan apne bhai main apki ki bat se agree karta hum hum ko chaiye ke hum demo account ko bilkul real account samaj kar kam kar ta ke hum kam ko analise kar ke demo account se trading karna sekhe or profit earn karne
                          • #14 Collapse

                            ji bilkul demo account py practice krty waqt analysis zrur krni chaheye without analysis hm market me trade lgana nhi seekh saky gy agr hmy chart ki analysis he nhi ati r hm tukky sy he trading kry to loss confirm hy hmy demo account ko real smjh ky practice krni chaheye is sy hm apni skills improve kr sky gy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Brothers damo account practice kliy hota hai Es per practice achi trah kerni chahey daradal main DAMO account real account hi hai difference srif balance ka hai es ko ziya mat krain es per anlyses strategy experiences k sath trade krain profit lay ker apnay ap ko improve krain agaruu per baytuki trade dal ker khatam ker do gay to ap real k sath bhi yehi krogy es liy damo per mehnat and mind k sath trade kro.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X