jo trader weekly chart pay trdes karay ga usay lose bahut kam hoga .
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jo trader weekly chart pay trdes karay ga usay lose bahut kam hoga .
    dear maine kaafi arsay say trades kar k daikhi hay jo traders weekly chart pay trades karay ga usay kabhi kbhi lose hoga yeh maira experience hay ap bhi try kar k daikh lain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear aap ne bahut achi baat ki hai aur mein tou kahun ga kay aap weekly basis per apni trades ka post analysis kya karain tou aap ko pta chalay ga kay aap ne pooray week mein kya kya aur iss se aap ko coming week ki market ka bhi pata chal jaye ga
    • #3 Collapse

      Dear ap ki bat sahi hay hamen sary trends ko dekh k hi trading karni chahiye pehly monthly chart py analysis karen us k bad weekly py analysis kar is traha day 1 aor 4 hours py analysis karen is traha jo trader b trade lagaye ga loss k chances kam hi hon gy
      • #4 Collapse

        Gee haan bhai aap ne bahut achi baat ki hai humain weekly chart ko zaroor follow karna chahyea iss se humari trading bhi achi ho gi aur last aur anay walay week kay baray mein market ki position ko bhi samajh saktay hain
        • #5 Collapse

          yes janab ap ki batt theek hy apjab bi bary time frame py market ko daikhy gy tu ap ko trend ka sahi pata chaly ga or asni sy trade kar pao gy per weekly ky liya ap ka acount bi bara hona chahiay or ap ky ander saber bi hona chahiya tabhi kamyabi..
          • #6 Collapse

            market main kam karna hay to is main cahrt ki help say b kam kar sakty hain humain agr success hasil karni hay to is kay liye kafi mehnat karna ho ga kun kay chart kay sath sath humain indicators ko use karna ho ga kun kay indicators ko use karty hain to b humain orderr ko place karnay main kafi asani ho gi
            ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
            • #7 Collapse

              agar hum weekly target set kar kay trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay so humay chahiye keh esmain khoob mehant karen kyun keh mehant kar kay he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay aur humay esmain mehnat karnay main he faida hota hay tab he safe eraning ki jati hay bohat acha business hay ye
              • #8 Collapse

                forex trading main jo log trading karty hain un k liye bhar yahi hota hai k wo apni learning ki traf focus karen ta k jub hmari learning achi hoti hai tu hmain sub posints main achi trah focus karny k bad trading karny se acha proft milta hai es liye hmain apni trading main best stratgy ko use kar k trading karni chhyae jis main loss hony k chances am se kam ho
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  agar hum weekly market ka analysis karen gay to hum market kay bary main idea ho jata hay keh market main movement konsi side par momkin hoti hay aur hum kaisy market main loss say bach sakty hay humay chahiye keh esmain khoob mehant karen kyun keh mehnat karnay main he faida hota hay tab he safe earning kar sakty hay esmain

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X