Tading k lie training zaroori ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    dear, traders new hu ya old training tu sb se phle kr hi prhti h jis ky baad wo is kaabal hu jte he ky wo apni trade ku sb sey aci krte he aur trading krna sab se asaan targt bn jata h jb chaha trading krna shoru kr di aur un ku itna experience bhee hu huta ky wo trding m koi big loss nhi krte aur un un loss hu bhee tu km se km loss huta h
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa earning chahaye to per hum ko es ka bara ma knowledge lana chahaye to per hum ko bohat achi earning hoge esleya hum ko trade ka bara ma be pata hona chahaya ka es ko kis tareka sa karta ha or ya keya hota ha es leya hum ko chaheya ka hum trade ka bara ma knowledge lata raha..........
      • #18 Collapse

        Salam bhae ajki thread boht ache bilkul sahe kaha apne k ek trader k lye training boht lazmi he us se apka knowledge bharega apko pata chalega k trading m bussiness kaise hota he iske lye apko demo account pr boht cheezen seekhne ko milegy jis se bharpoor faida utha skte hu takay ap ache train hoker ek acha trader ban saky
        • #19 Collapse

          Re: Tading k lie training zaroori ha

          forex aik online business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain or hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain yai dunay ky bohat sy mumalik mai unique business ban cuka hain or yai pakistan mai be legal business ban cuka hain yai aik legal business hain
          • #20 Collapse

            Re: Tading k lie training zaroori ha

            agar hum forex mai trading karna chatey hain to hamy ache traning ky liye demo account mai zada sy zada practice karne chahey is mai kam karny sy hamry knowledge or experience mai azafa hota hain or is mai trading ky bad jab hum real account mai kam akry gy to hum kamyab ho jy gy or acha bonus hasial kar ly gy
            • #21 Collapse

              Re: Tading k lie training zaroori ha

              Assalam o alaikum dear apka question bohat acha hai aur mai khud yahan new hun ye information mere b kam ayege ,thanks for sharing.
              • #22 Collapse

                Re: Tading k lie training zaroori ha

                g bhai ap na sahi kha chaha dunya ka koi bhi kam ho us ka lia sab sa pahla training li jati ha isi rah trading mein bhi ap ko is ko seekhna ka lia complete training ki zroorat hoti ha jo ap kisi online source sa yaphr kisi tracher wagera sa hasil kr sakta hin.training mein ap jo kuch seekhta hain whi bad mein ap ka kam ata ha jab ap real life mein trading krta hain.
                • #23 Collapse

                  Re: Tading k lie training zaroori ha

                  hello dear friend forex trading ma bisness karna k liya traning lazmi ha jab b hum order ko place karna chahty hain to is main ye dykha jata hay kay kosa pair hay kia price hay agr humain maloomat ho gi to hi market main kam kar sakty hain so actice ho kar kay kam karna ho ga ta kay loss km ho
                  • #24 Collapse

                    Re: Tading k lie training zaroori ha

                    dear friends aapki baat thek hain trading ko samjne k liye zarori hain k forex ki traning kare bina traning k forex main trading nhe kar skte hain demo account pay trading ki jati hain learnng ki hamare pas demo account hota hain jis py forex tradin gki traning karte hain and time k sath sath forex ko achi tara samjh jate hain traning k bina forex kabi b nhe kar skte hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      Re: Tading k lie training zaroori ha

                      jdeaes members trading main trading bhat zarori haii kyunk trding ka experince bhi hano chahey takay bonas kbbad trding ho saky esliya pak forum main knowlege lain aur damo per pratic ker k real main trading krain takay loss kam hoaur es trah experince bhi ziya ho ga aur trdain bhi achi hun gi.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X