Forex trading main signals per kaisay bharosa kia jay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading main signals per kaisay bharosa kia jay
    Dear forex trading main signals per trading karni chiay ya ni. Ya phir hamain khud he basic technical Annaylis kar kay trading karni chiay.
    For example trend channel or support or resistance ko follow kar kay jo Annaylis hotay hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear agar hamen kahen se trading k signals mill rhe hain to hamen un pe akhen band kr k trust krne k bajay agar khud se bhi market ko analys kr lia jay to ue signals hamare liye bahot ziada benifits rakhte hain in signals se hamen trading ka idea lena chajcha aur khud se bhi analysis krna zaruri hai
    • #3 Collapse

      Jnb ap nain aik acha sawal kiya hai is main main aapko batata chalon k signal ko follow zaroor karen but bilkul andhon ki tarah follow nan karen khud bhi analysis karen aur do ua teen indicator use karen jub aap agree ho jayen signal pr tb hi trade lagayen...
      • #4 Collapse

        Dear brother signals ko zaroor follow karain kyun kay signals aap ko aap kay analysis mein bahut support kartay hain aur baqi aap apnay analysis complete karain aur analysis karnay kay lye aap ko jahan se bhi support milay zaroir lain iss se aap kay analysis achay hoon gay
        • #5 Collapse

          Dear aise bahut saray signals hain jo trading mein humain help kartay hai aur yeh market mein available hain inn per bhrosa kya ja sakta hai lakin aap trade sirf signals per na lagain balkay apnay analysis zaroor karain
          • #6 Collapse

            Hum signal py bharosa tb he ker sagty hain jab hum phelay ksii ki service k trail laiin gay to pher us ko check ker k hum trade ker k acha profit earn ker lain gay other wise ager direct ap ksi ki easi service ko lay k kaam krean gay to yakenan app ko loss ho ga better to yahi o ga k app forex ko learn ker k khud he technical analysis krean our pher he app us say ache earning ker pain gay
            • #7 Collapse

              Dear friends, best to yahi hay ap khud market ko analyse karna sekhain aur signals pa trading na karain q k signals fake honay pa loss aa sakta hay...but agar ap ki zayada learning nai hay to ap trusted traders k signal ko follow karain...but sath hi khud zayada say zayada learning karain ta k ap dosro pa dependent na rahain.
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: sami0323 پيغام ديکھيے
                Dear forex trading main signals per trading karni chiay ya ni. Ya phir hamain khud he basic technical Annaylis kar kay trading karni chiay.
                For example trend channel or support or resistance ko follow kar kay jo Annaylis hotay hain.
                Agar aap trading karte huye signals use karna chahte hain toh uske liye Pehle Aap on signals co demo account page Amber Kare Aur Angaar wahan pe signals thik ho toh phir real account main unko use kare
                • #9 Collapse

                  humay signals kay chakar main nahi parna chahiye balkeh humay khud forex trading kay analysis karnay chahiye kyun keh agar hum khud analysis karen gay to market main bohat achi earning kar sakty hay aur es business main khoob money management karty huway he kam karna chahiye tab he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    agar hum forex trading main signals ko follow karty huway trading karen gay to esmain lazmi nahi hota keh hamesha earning he karen gay esmain agar hum earning karna chahty hay to humay chahiye keh khud trading practice karen aur seekhy esko aur khud analysis kar kay trade khud karen ye ziada behtar hota hay

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X