Dil chota na karen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Dil chota na karen
    Dera member jaisa k ap sab ko ilm ha k fitextrading mn karna k lie dil bara rakhna parta ha kyn k ap ko kuch pata ni hota k ap ki investment kab zaee ho jae,,is lie nuqsan k dar se ap apna dil chota na karen aur lagan k sath kam karte rehen ap ko koi masla ni ae ga ,, ap kabi bi nuqsan ko mad a nazar na rakhen planning thek honi cahhie
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Aslam o alikum Dear friends dil chota na rako achy achy posting karo Pak forex fourm taky dosro ko apky paida Mel jay achy achy posts share karo
    • #3 Collapse

      Dear aap ki baat bukal thek hay main aap ki baat sa itafaq karta hoon k instaforex main trading karni hay tu dil apna dil chota na karan kyun k instaforex main trading k doran aksar markit ki movement iss tarha ki hoti hay trader ko samaj he nahi aata k kaya ho raha hay aur aksar new trader markit ka sahe tareeqa sa analysis nahi kartay hain aur knowledge aur exprence kam hona ki waja sa lose kar k apna account he wash karwa bathatay hain jis sa wo himat har kar account close kar datay hain un ko chaya ki dil chota na karan aur trade main knowledge aur exprence hasil karan
      • #4 Collapse

        Hesa he a jnab forex trading ik boht bara busseness a aur is ko karny k liey dil b bara hona chiey, forex se boht log earn kr rhy hain lekan ye b hqeeqt a k is m loss b hota a aur loss ke soort m Humy worry ni hona chiey blky apni galteoo ko droost kr k new irady se postive trading karni chiey
        • #5 Collapse

          G Dosto trading aik aisa business hy jis ma ap ko profit k sath sath loss b hota hy or ye loss ap ko jis time mrzi ho jy Kiun k mandi k bry ma koe ni janta k Mandi agy kya behavior kry gi or agr trading krty hy or ap ko loss ho jy to ap ko dil chota ni krna chy Bilkay apni sy hui galti sy kuch seekhna chy
          • #6 Collapse

            Well dear apki bt bilkul thk ha ham m se kuch traders aisy bhi hen jinko jb loss hota ha to work forex ko but bhla kehna start kr dety hen jb k aisa krny ka koi faida nhi ha agr hmen loss hota ha to ye hmara apna qasoor ha na k forex ka.hmen trading k waqt Dil bra rkhna chahye aur loss ko mind m rkh k trading krni chahye ta k jb loss ho to hmen preshan na ho.
            • #7 Collapse

              bohat acha sawal ha ager hum ko profit lane ha to per hum ko forex ma lalach nhi karna chahaye or ager hum ko loss hote ha to hum ko sabar sa kaam lana chaheya q ka sabar ka paal metaa hota ha or hum ko dil chota nhi karna chahaye q ka es sa neyat ma kaami ayte ha so i think sabar sa kaam lana chahaye..............
              • #8 Collapse

                jab hum kam karty hain to is main hard work kar kay kam karna ho ga kun kay market main loss hota rhta hay humain dill ko chota nai karna ho ga mbalkay loss hony ki reason ko jana ho ga ta kay market main loss km ho sakay or active ho kar kay kam karna ho ga jis say market main stay karna asan ho ga
                ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                • #9 Collapse

                  agar hum forex trading main dil chota karen gay to es thra hum market main earning nahi kar sakty humay chahiye keh apny dil ko thora bada karen aur knowledge ko bhi enhance karen kyun keh tab he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es business main khoob money management karty huway bhi kam karna chahiye
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    agar hum dil chota karen gay to eska humay koi faida nahi hota ulta humay eska loss he hota hay humay chahiye keh forex trading ko theak say mehnat kar kay learn karen kyun keh learn kar kay kam karnay main he faida hota hay es business main money management karna bohat zaroori hota hay tab he safe earning kar sakty hay esmain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X