Loss ka kaoof

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ka kaoof
    Trading mn sab se zayada behtar taoor par wahi perform kar sakta ha jo tension free ho k trading kare tension free trading ap ko bahut losses se bachati ha ,,aur aga ap ko loss ka khaof rahe ga tu ap puzzle rahe ge aur ap kabi bi achi tradi g ni kar saken ge kisi bi business mn profit ya loss hita ha is lie loss ko dil par sawar hargiz na karen is se ap ki qualities waste ho jaen gi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear Forex trading ma wo log hn kamyab ho skty hn jo trading ko tansan free ho k cool mind k sath krty hn ku k best trader kbi dull mind k sath kam ni krty trading ma loss ka khof ni hona chaiy ye srf us surt mumkin ha jb ap k pas aik acha knowledge ho ga agr ap k pas acha knowledge ho ga or ap k analysis trade open close krny k liay best hn gy tu apko kbi trading ma khof ni ho ga phr apko profit bi ho ga so hmain aik achi trading k liay trading bs cool or fresh mind k sath karni chaiy or without tansan rhena chaiy
    • #3 Collapse

      bhai jaan ap ny thek kaha hy is mn ap ki bat sy mn bilkual agree hno kaun k agar is bndy ko is ka zaida sy zaida khoof hota hy jo is mn kam sy kam knowledge rakhta hy laken jo is mn zaida knowledge or expernice rakhata hy is mn wo bnda zaida sy khoof sy nhn darta ...
      • #4 Collapse

        loss to hota hay har bar humain market main loss ye phir profit hota hay ab is bat kay mtlb ye b nai hay kay trade main ziada loss hi hota hay market main loss us persone ko hta hay jis ko trade kay bnary main ziada knowledge nai hoti hay humainloss kay dar say trade karna nai chorna chahye balky is dar ko khtm karna chahiye
        • #5 Collapse

          jab b kam karty hain to humain loss kay khoof say kam karny nai chorna chahiye kun kay humain loss tb hota hay jab humain learning nai hoti hay humari mistake hoti hay to hi market main profit nai hota hay humain active ho kar kay achy say kam karna ho ga ta kay stay karna humary liye asan ho sakay
          • #6 Collapse

            bohat acha sawal ha ager hum ak business karta ha to per hum ko loss ka khofe hona chahaye q ka ager hum ko loss ka khofe nhi hoge to per hum ko apni mistake pa control nhi kar saka ga es leya hum ko apni mistake pa control karna chaheya per hum ko profit hoge or hum ko experience be bohat achi hoge.............
             
            • #7 Collapse

              Koi Shak Nai Ke Loss Ka Khof Pressure Aur Burden Mind Se Hum Kabhi Bhi Trading Me Kamyab Nai Hoskte Hain. Trading Hamesha Fresh Mind, Confidence And Hope Se Karni Chaiye Hy Result Hamre Hath Me Nai Magar Hum Mehnat Karskte Hain Achi Umeed Rakh Skte Hain. Result Jo Bhi Ho Wo Acceptable Hy.
              "Do Trading With Hardworking And Good Hope"
              # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.
              • #8 Collapse

                bohat acha sawal ha ager hum ko business karni ha to per hum ko loss or profit dono hoge es leya hum ko loss sa gabrana nhi ha laken hum ko apna hard work ko hamasha continue rakna ha to per hamara loss ka chance bohat kaam hoge es leya business is the name of profit and loss es leya ager hum ko loss ho jaya to per hum ko apni mistake ko correct karni hoge........
                 
                • #9 Collapse

                  Dear friend forex trading main wahi log kameyab hain go tention aur khoof nahi karty aur gen logon ko khof hota hy woh apny loss ko recover karny keleye apna acount hi wash kar lety hain
                  • #10 Collapse

                    Dear loss se aur loss k khoof se bachne ka aik he tareeqa hai aur wo threeqa learning se he start hota hai es liye ap se kaha jata hai k ap mehnat karo jab tak ap es business mai learning nhn karo gy ap ko idea nhn ho paye ga k ye business ap kese karo gy aur ap kese es buisness mai acha faida haisl karo gy lehaza ap ko mehnat kanri hai aur apnii life ko b enjoy karna hai ta k ap aaage hcal kar na sirf es trading business ko apne mind aur knowledge ki madad se barhao bal k ap es mai mazeeed behtar tarha se earning b karo ta k ap ko faida ho...
                    • #11 Collapse

                      market main kam karny kay liye humain kafi mehnat say kam karna ho ga kun kay loss kay khoof say kam karna agr chor dyty hain to humain koio fainda nai ho ga humain active ho kar kam karna ho ga ta kay market main loss b hota hay ro apni mistke ko sai kia ja sakay or next mistake ki koi gunjaish nai ho
                      ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                      • #12 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: amerfarooq پيغام ديکھيے
                        Trading mn sab se zayada behtar taoor par wahi perform kar sakta ha jo tension free ho k trading kare tension free trading ap ko bahut losses se bachati ha ,,aur aga ap ko loss ka khaof rahe ga tu ap puzzle rahe ge aur ap kabi bi achi tradi g ni kar saken ge kisi bi business mn profit ya loss hita ha is lie loss ko dil par sawar hargiz na karen is se ap ki qualities waste ho jaen gi
                        G bhai aapne bilkul theek Kaha Forex training Mein Zyada Dard traders wahi successful Hote Hai Jo trading karte huye kabhi bhi tension nahi lagta Parashar free trading Karte Hain Aise traders trading a successful Rehte Hain
                        FRD 07 TRADING JOURNAL
                        • #13 Collapse

                          agar humay market main loss hota hay to es waja say humay market main pareshan nahi hona chahiye kyun keh pareshan ho kar trading ko hum theak say run nahi kar sakty ulta humay esmain loss ka samna karna parta hay aur humay chahiye keh es business main money management karty huway khoob focus karen tab he safe reh sakty hay
                          • #14 Collapse

                            786-Assalam-u-Alaikum.all right drost kaha ha aap ne kissi bhe neqsan ke khouf ghabrana nahen chaheay apna aitmad confidence qaem rakhna chaheay.har hall main khosh o khurram aour hakkay phulkay andaz main mehnat jari rakhen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Assalam o alikum dear friend me apki bat sy itfaq karta hon apnu bhot achi bat ki hy agr ham loss ko zahan pe sawar kar k trading karen gy to yaqenan ham tanshan me hongy or loss hoga. loss ko bas itna yad rkhna hy k ham busnuisse kar rhy han profit ka choli daman ka sath hy. mind me acha soch k he tarding karni chahye.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X