20 dollar se trading start karna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    20 dollar se trading start karna
    Ye har waqt aik question mark raha ha k new trader ko kam se kam kitni investment se apni trading shuru karni chahie ky k wo trader naya hota ha aur investment zaee hone ka khatra hota ha tu mera mashwara ha k us ko sab se pehle 20 dollar se start karna hahie ta loss ki soat mn us ka zayada nuqsan na ho ,,
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bhai jaan yeh b ap per depnd karta hy k ap jitney bhe account sy traiding start kary kaun k agar ap ka account balance jitna bhe zaida ho ga tu humeny is mn itna he zaida faida ho ga yahne ap ko itna zaida earn ho ga is lye ap zaida sy zaida accunt balance sy yeh start kary ...
    • #3 Collapse

      aslam o alikoum dear brother aap nay teak kaha hai kay aap 10 dollar say bhi trading start kr sakty hain aap forex trading main kam say kam dollar say bhi trade kr sakty ho aur zeada say zeada investment say bhi kr sakty hoo
      • #4 Collapse

        mery khiyal mai to 20 dollar sy trading start karna best hai. kyu k new traders ko trading small lots mai karni chahiye. aur phir jab wo trading ko karna aur profit kamana seekh jaey to phir wo investment zayada b karna chahy to kar sakty hain.
        • #5 Collapse

          jab trade ko start karna hota hay to humain first trade main km dollars main kam karna shoro karna ho ga ta kay agr loss b hota hay to ziada loss hasil nai ho kunk ay start main itni knowledge nai hoti hay or na itna enogh experience hota hay kay hum ziada bonus say trade kar kay acha profit gain kar sakain
          • #6 Collapse

            ye dear, mn ap ki bat sey agree kerta hun merey khiyal sey jo new traders hazraat hen un k pas jitna ziyada bonus ho ga un ko utna hi faida h is liye merey khiyal sey 20 dollor sey ziyada jitni ho sakey bonus bnaen or phir demo account per practice ker k trading open karen thanx............
            • #7 Collapse

              dear yeh online fprex markeet hay is main dollers 20 hon ya 20000 hon ap k pass knowledge hona bahut zaroori hay warna aap har haal main lose he karaingay agar aap k pass propper knowledge hay to aap ko kisi kisam k lose ka koi bhi dar nai hay aur agar aap k pass knowledge nai hay to aap k pass jitni bhi invest hay sab forex main baikaar hay q k is main koi paata nai chalay ga k kab yeh sab aik ghatk main kahan urr jai.
              • #8 Collapse

                market main kam karna start karty hain to humain is main km dollars main trade ko place karna ho ga kun kay jab b market main kam karty hain to is main phly loss hi ho jata hay is ki wja ye hay kay humain maloomat nai hoti hay agr 20 dollars say trade karty hain to b sai hay bs nest trade ka margin hona chaiye
                • #9 Collapse

                  20 dollars say b trade ko start karna kafi best ho sakta hay is main kam karn humary liye aysa kay kay agr start main kam karna shoro kia hay to km dollars lay kar kay is main trading karna start karin ta kay agr humain loss b hota hay to km loss ho sakay humain hard work kar kay achy say market main kam karna ho ga
                  ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                  • #10 Collapse

                    agar hum forex trading main khoob money management karty hwuay trading karen gay to hum market main thory balance kay sath bhi achi earning kar sakty hay aur humay chahiye keh esmain money management karty huway trading par dhyan dain kyun keh tab humari trading achi aur behtreen ho sakti hay
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      agar humary trading account main 20 dolor hay to hum es say trading start kar sakty hay but es amount kay sath hum market main bohat thori earning kar paty hay so agar hum ziada eanring karna chahty hay to humay cahhiye keh 100 dolor kay sath trading akren esmain mehant akrni chahiye

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X