Decision power in forex business
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Decision power in forex business
    ​salam dear friends jesa k ap sub janty hen k forex business aik but he difficult business hha aur isko smjhny k liye but sakht mehnat ki zrurat hoti ha lekin isko seekhy ka faida ttb ha jb hmary andar decision power hogi.keun k agr hmary pass knowledge bhi ho hm good analysis krna bhi janty hon lkin trading m decision power ni ha to hmara experience kisi kam ka nhi ha.trade lgaty huye hmary hath nhi kanpna chahiye blky trading k waqt hmen fully confident hona chahye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G bhai ap ki bat bilkul thik hai k forex trading mn decision power bahut zaruri hai q k ager hamry pass acha knowledge aor experience bhe ho lakin ager ham mn decision power ni hoge tu ham kbi bhe forex business mn success hasil ni kr sukty.
    • #3 Collapse

      Yes brother ma apki bat sy itfaq krta hn forex trading aik world wide business ha isliay is k bary ma knowledge bi bout zayda ha agr hm apni decision power ko strong bnna chaty hn tu hmain sb sy ply aik acha knowledge hasil krna chaiy phr us k bary ma experience or best anylsis bnany chaiy wo anylsis or experience hmain srf aik method sy hi aa skta ha wo ha demo account agr hm log apny knowledge ko utilize krty huy demo account py kam krain gy apny anylsis ko best sy best bnain gy tu hmary andr trade ko open or close karny ki power strong ho gi hmain demo account k through pta chl jay ga k kis point py hmari entry or exit best ha is sy hm aik achi trading kr skty hn
      • #4 Collapse

        forex trading aik risky business hai is liye ham ko chahiye k ham is mai apni decision power ko increase kare. ham ko market ka analysis kar k trading ko seekhna chahiye taky agar kabhi news ki waja sy market against ho jaey to ham acha decision lay k apni trade ko safe kar saken.
        • #5 Collapse

          bhai jaan ap ny thek kaha hy is mn ap ki bat sy mn bilkual agree hno kaun k agr hum is mn jitni bhe zaida mehnat kary gy tu humeny faida ho ga is lye humeny cayeh k hum is kp soch samjh k kary kaun k is mn humera hi faida ho ga ...
          • #6 Collapse

            Dear forex mai ap jab acha kam karo gy tu ap ko acha faida hasil ho skta hai esl iye dekh sun aur mjh k kam karo aur apnii life ko b set karna ho ga soo ap kp ko azeed aage a ap mehnat k saht he kam karo aur acha earn karne k liye ap ko mazeed trading k liye ap ko demo account pe kam karo... forex aik behtreen business hai bas ap ko es mai mehnat karni hoti hai soo ap enjoy karo...
            • #7 Collapse

              agr ap apni trading me decision power decision me izafi kr ley tu ap is tara bhtr trde kr ky badi earning kr sktay hey aur ap trading krny ky lye ek strong decision banana chhye ta ky ap trding me kbi na choke aur kisi bhee kism ka trding me loss na hu aur na hi koi los ki tawaqa hu balky ap ka irada me bhee dam hu jis se ap ne trade krni hey.
              • #8 Collapse

                No doubt aap ne bilkul theek keha hai k decision power forex trading main bohat ehmiat rekhti hai "Right decision at right time always count" Jo log theek waqt pay faisala ker laity hain wo kabhi bhi opportunity ko miss nahi kerty aur jo log achy analysis to ker laity hain mager timely decision nahi ker paaty k wo trade lagain ya na lagain ya lot size kitna lagain wo apna moqa zaya ker dety hain.
                • #9 Collapse

                  Decision power trading main bohot ahmeyat rakhti hai ager decision power nhane ho ge tu hum kabhi achay trader nahen ban saktay is k beghair hum kabhi bhi aik jaga par rah kar nahen soch saktay or loss par loss kartay chalay jatay hain.
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: samikhan2379 پيغام ديکھيے
                    ​salam dear friends jesa k ap sub janty hen k forex business aik but he difficult business hha aur isko smjhny k liye but sakht mehnat ki zrurat hoti ha lekin isko seekhy ka faida ttb ha jb hmary andar decision power hogi.keun k agr hmary pass knowledge bhi ho hm good analysis krna bhi janty hon lkin trading m decision power ni ha to hmara experience kisi kam ka nhi ha.trade lgaty huye hmary hath nhi kanpna chahiye blky trading k waqt hmen fully confident hona chahye.
                    Trading karte huye trading cards season lene ka bahut bada matter hota hai aur yeh traders ka sabse bada Faisla hota hai agar is time traders Choti Se mistake Bigad Jaye Toh Woh apna bahut jyada Paisa loss kar sakte hain
                    • #11 Collapse

                      market main decision lyna ki power hona b boht bari bat hoti hay kun kay market main kabhi humain loss ho raha hota hay or kbhi profit ho raha hota hay so humain dykh kra kam karna hota hay kay market main kis traf movement ho sakti hay or isi time humain decision lyna hota hay ye oreder colse karna hota hay ye chlta rhat hay
                      • #12 Collapse

                        market main kam karny kay liye decision power ka hona b boht zrori hay kun kay hum jabb kam karty hain to is main market ko watch karna hota hay kay humary order par hum kab close karty hain or kab is ko chlta rhana chaihye so humain khud hi faisala karna hoga ta kay kam karna asan ho sakay
                        • #13 Collapse

                          market main kam karna hay to is kay liye humain kafi mehnat say kam karna ho ga kun kay market main decision power ki kafi ahmiat hoti hay is main ye hota hay jab order ko place karty hain to is mai khud desice karna hota hay kay kab hum apana order stop karty hain kab humain loss nai ho ga acha profit hasil ho ga
                          ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                          • #14 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: samikhan2379 پيغام ديکھيے
                            ​salam dear friends jesa k ap sub janty hen k forex business aik but he difficult business hha aur isko smjhny k liye but sakht mehnat ki zrurat hoti ha lekin isko seekhy ka faida ttb ha jb hmary andar decision power hogi.keun k agr hmary pass knowledge bhi ho hm good analysis krna bhi janty hon lkin trading m decision power ni ha to hmara experience kisi kam ka nhi ha.trade lgaty huye hmary hath nhi kanpna chahiye blky trading k waqt hmen fully confident hona chahye.
                            trading karte huye traders Car trade lagaane ka decision bahut man Karta Hai sometimes and traders ke proper planning hoti hai lekin is ke bawjud be traded scope loss ho jata hai ok at the end go mistake kar Baithe Hain
                            FRD 07 TRADING JOURNAL
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              agar hum forex trading main sahi time par sahi faisla lain gay to he hum market main achi trade kar sakty hay humay chahiye keh esmain khoob sahi say focus karen kyun keh sahi say focus kar kay kam karnay main he faida hota hay agar hum esmain money management akren gay to market ain achi earning kar sakty hay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X