EUR/USD and GBP/USD

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    salam dear je ni pta tha is k bery maa bhai bcz i am a new traders apny mje infourm kiaa is k liaa men apka thankss karo gi eur/usd currencss ha mgr in k ups down ka ni pta the thanks
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      dear mje ni pta is k bery ma i am a new trader men na abi kiaa hai isko join apny mje bi btaya thanks to you der.
       
      • #18 Collapse

        dear aap ki bath sahi hay or may iss par kaam bi kar chuka hoon agar eur/usd down may jati hay to agar gbp/usd hay to phir gbg/usd bi down hi jati hay laykin agar or iss kay again may usd/jpy up jati hay or quen kay usd kay sath jpy hay to agar usd/jpy up may jati hay to phir iss ka result gbp/jpy par parta hay wo bi down may jati hay.
        • #19 Collapse

          Jee ap ney in pairs kay barey main achi information di hay aur ap ka analysis behi acha ise liye logon ki maloomat main kafi izafa howa hay ise tarah ap mazeed tips aur maloomat share kartey rahain takey idhar member ko kafi faida howa hay ainda behi share kartey rahin tips.
          • #20 Collapse

            dear ap ki bat kisi had tk theak h lekin as ki waja y nai h dear as ki basic waja usd h q k eur aur gbp dono k sath usd pair me ha tu jo movement usd ki ho gi wo eur aurgbp dono k sath same ho gi
            • #21 Collapse

              G bhai ap theek kh rhay hai.Forex market mai kuch currency pairs esay hai jo k multiplication movement krtay hai means k agr koi pair move krta hai to us pair k move krnay say 2nd pair b move kray.lakin hmesha isi method k mutabik hi trading nhi krni chahiye blkay hmesha achi analysing k mutabik or entry or exit poitns k mutabik hi trading krni chahiye.
              https://t.me/pump_upp
              • #22 Collapse

                Asal mien pairs wala is mien koi lazmi nahi hita hai ap ka concept ghalat hai. Yeh us sorat mien hoga jab usd strong ya weak hoga matlab key usd sey in both pair per same impact aiega jab key eur or gbp per agar koi strength mien change aata hai to both pairs follow nahi karengy pir.
                • #23 Collapse

                  forex ki trading business mein EUR/USD aur GBP/USD be bohat achay aur nrmal currency pairs hain jis mein hum ache earning kar sakty hain ye dono currency pairs best hain.
                  • #24 Collapse

                    Trading

                    My dear frind bulkul ap thek kah rhy hin eur/usd or gbp/usd pr agir trading krin to ap ashi profit earn kr skty hin
                    • #25 Collapse

                      bhai in me aksar difference bhi aa jata hai in ka co relation sahi se nahi banta hai aksar dono up he jati hain aik sath or aksar in me se aik down or aik up jati hai in me kafi farq wagera hote hain mujhe in me co relation nazar nahi aata hai .
                      • #26 Collapse

                        Dear hmen EUR USD me trade krni chahe kyun k ye aik sb se acha pair ha ye aik asa pair ha jis se hm is business me aik tu loss se b bach skaty hain or hm aik acha profit b asani se hasil kr skaty hain isi liye hmen chahe k hm EUR USD me aik trade ka pair lagaya kreen
                        • #27 Collapse

                          EUR USD aik sb se acha pair ha ye aik asa pair ha jis se hm is business me kafi loss se b bach sakty hain or ye aik asa pair ha jis se hm acha profit b asani se hasil kar skaty hain isi liye ye best pair ha or ye aik sb se acha pair ha is business ko sekhny k lie
                          • #28 Collapse

                            Ye lazmi nhi hey k aik pair down jay tu dosra bhee down jay ga. But ziada tar aik taraf he chaltay hain.
                            • #29 Collapse

                              yes i agree with you forex trading me main b new hon but main ne b aisa suna hai or gold b eur usd k sath koi link hota hai but better nai janta because main b forex me new hon ab experience ziada nai hai
                              adnan ahmad riaz
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Dear bilkul aesa he hai kiw k dono currencies euro and gbp k saat contact dollar ka ho raha hai , is leye dono currencies aik saat move kerte hai jab dollar gir jata hai tou yeh dono currenceis aik saat up ho jati hai , or agr dollar cherh jaye tou dono currencies down gir jati hai .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X