Signals ko only aik idea k tor pe len
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Signals ko only aik idea k tor pe len
    Friends trading k liye market k signals hamen kafi jaghon se milte hain hamen in signals pe apni trades ko fully depend ni krna chahiye balke apni trades men sirf in signals ko aik idea k tor pe lena chahiye aur in signals ko analys krna chahiye aur khud se bhi market analysis krne ki koshish krni chahiye tabhi ham trading men kamyab ho sakte hain isliye aap kabhi bhi kissi k signals pe fully depend na kren
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Nice dear main aap se fully agree hoon aapki baat bilkul darust hai hamen signals pe fully depend ni krna hai balke hamen un signal ko madde nazar rakhte huye khud se analysis krne hain ham un signals se market ko analyse krne men madad to le sakte hain but ham fully tor pe un signals pe depends ni kr sakte hain isliye signals ko follow krne k bajay signals k analysis krna hamare liye bahot zaruri hain
    • #3 Collapse

      G han Traders ko zeyda depend fundamental analysis par karna chaye es key sath traders ko 2nd option key tur par indicators signals ya market ka technically jaiza hona chaye, kabi be indicators par complete depend kar key trades open nahi karny chaye.
      • #4 Collapse

        G han jnb aap nain bilkul theak kaha hai signal ko humain just idea k tour pr lenan chaye nan k signal aatay hi trade laga deni chaye signal zaror daikhain phir khud analysis karen agar aapko sahi lagay to trade lagaen ni to rehnain dain...aur wait ka4n achay signal ka ya trade kq
        • #5 Collapse

          Trading k liye kaafi traders mostly new traders chah rahay hotay hain k humey kisi tarah kahin se analysis keye gay signals mil jayn ap signals len magar behtreen baat ye ha ap unko follow na karen balkay unnse mazeed analysis aik judgement khud karen k kya signal k mutaabik ye trade banti b ha ya nai iss tarah se jab ap sirf idea len gay ap ki trading mei achi help hojay gi
          • #6 Collapse

            Dear ap ki bat htek hai agar ahum forex mai singals ko aik idea k toar par lete hain tu no doubt hum es mai boht he acha faida hasil kar skte hain aur hum apnii life ko b set kar kte ho forex aik behtrea=en busienss ki tarha ap ko faida de skta hai lekin baat woi hai k es mai ap ko reward tabi hasil ho ga jab ap es mai mehatn karain gain lehaza ap ko es mai acha earn karne k liye mehant b karni ho gii aur learning b karni ho gii es liye ap ko faida hasil ho ga soo ap mehnat karo...
            • #7 Collapse

              forex trading aik risky trading business hai is liye ham ko is mai signals ko blindly follow nahi karna chahiye. ham ko chahiye k ham phly market ka analysis kare aur phir agar market k mutabik signal ki direction ho to follow kare warna signal ko follow na karen.
              • #8 Collapse

                bhai jaan signal ko follow na kary ap ko chayeh k ap self per traiding kary kaun k agar hum is mn zaida sy zaida selp per kaam kary gy tu humeny khud ko zaida sy zaida faida ho ga ...
                • #9 Collapse

                  Aksar new traders kehty hain k unhe aisy koe signals milain jis say wo easily trade kar sakain is tra wo totally signals pe e depend krny lgty hain unko btata chalun signals actually ideas hoty hain ye koe candles ya confirm trend nae hota jis py ap trade must karo apko chahiye apny analysis karain aur khud ki strategy par trade karain signals sometime bohat loss de jaty hain
                  • #10 Collapse

                    Brother aap ki baat theek hai k signals ko market main check zarur kerna chahiye mager ye zaruri nahi hai k her baar signal theek hon iss liye kabhi bhi fully tor pay signals pay depend ker k apni trade nahi lagana chahiye. Hamaisn khud analysis kerna chahiye phir market ki situation dekh ker hum ko trade lagana chahiye aur yad rekhain hamaisha apny capital k mutabiq lot size lagain.
                    • #11 Collapse

                      Dear members signals ko sirf aik idea k tor py lena chaiey sereous me ly ky aik he dam trading ni lgani chaiey trading k lie market ko smjhna chaiey aik plan ky teht trade lgani chiaye trade lgana har trader pr depend krta hai k wo kis trah market ko smjh kr ya kis idea sy trade lga skta hai
                      • #12 Collapse

                        G ap nay sahi kaha hamain signals par depend nahen karna chaye balkay kudh trading seekh kar kudh say karni chaye bhalay jitna bhi time lagay hamain demo par practice kar kay kudh hey trade karna chaye takay hum samajh sakain trading ko.
                        • #13 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Maskeen Ullah Khan پيغام ديکھيے
                          Friends trading k liye market k signals hamen kafi jaghon se milte hain hamen in signals pe apni trades ko fully depend ni krna chahiye balke apni trades men sirf in signals ko aik idea k tor pe lena chahiye aur in signals ko analys krna chahiye aur khud se bhi market analysis krne ki koshish krni chahiye tabhi ham trading men kamyab ho sakte hain isliye aap kabhi bhi kissi k signals pe fully depend na kren
                          Ye baat aap bhi theek hai hame signals No 1 Idea he samajhna jayenge on signals mein Hundred Percent hai ki nahi karna chahiye Kyunki sometimes signals bhi khatam ho jate Main Aur Hame loss ho jata hai
                          • #14 Collapse

                            main aap se fully agree hoon aapki baat bilkul darust hai hamen signals pe fully depend ni krna hai balkay hamen un signal ko madday nazar rakhte howay khud se analysis krne hain unkay analysis madad ki had tak rakho zeyda depend fundamental analysis par karna chahiye es key sath traders ko 2nd option key tur par indicators signals ya market ka technically jaiza hona chahiye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              signals ko sirf aik idea k tor py lena chahiey serious me ley kay aik he dam trading ni lgani chaiey trading k lie market ko smjhna chaiey aik plan kay tehat trade lgani chahiaye baat woi hai k es mai ap ko reward tabi hasil ho ga jab ap es mai mehanaten karain gain lehaza ap ko es mai acha earn karne k liye mehant b karni ho gii

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X