Zyida indicator use krna ka 2 major nuksan
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Zyida indicator use krna ka 2 major nuksan
    Dosto mt4 par kafi indicator hain jo free hain bilkul in ka usage toatly free hota ha kush dost jab indicator use krna hain tu boht sa iyk sath active kr leta hain isa krna sa app ko 2 bra nuksan hon ga

    iyk to ha ka app ka mt4 slow ho jye ga
    dosra app ko market ka bilkul sahi andaza nahi hota ga kyia trend ka ur kyia trend banana ja rha ha is lyia app maximum ya koshish krin ka app 1 ya 2 indicator iyk waqt main use krin..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Indicators k hawaly sy main aapke baat sy agree karun ga. Air mera to ye khayal hai k agar aap zayda indicators use karty hain to us main aap ko nuqsaan ye ho ga kay aap ko aik indicator sy alag aur dosry indicator sy alag signal mily ga. Aur es soorat main aap confusion ka shikaar ho jaain gy. To behtar yehi hay kay aap kam sy kam indicators ko use kiya karen.
    • #3 Collapse

      Indicators ko agar ap follow ker ky trading kerty hain tou phir sirf aik hi indicator ko follow ker ky trading kerain warna agar ap aik sy zyada indicators ko follow kerny ki koshish kerty hain tou her indicator different indication dy raha hota hai aur ap trade open kerty huey confuse ho jaty hain aur wrong trade open ker ky loss ker jaty hain
      • #4 Collapse

        Dear forex mai jab ap indicator use karte hain es ka mtlb hai k ap apne oper confidence nhn hai aur mere khiyal mai forex mai indicator woi use karta hai jo es busienss kos eekh nhn skta lehaza ap ko behtreen learning k ath he aage chalna ho ga ta ka pko idea ho jayek ap ne kese aur kitne kam waqt mai apnii learning ko behter banan hai,,,
        • #5 Collapse

          Hello dear indicators sirf ap confirmation k ly he rkhen to bhtr hoga asal trading ap ne apny mind se krni hoti hai agr koi major news break na ho rhi ho to overall market pe nazar rkhen sb pairs ek dosray k sath link hotay hn agr dollar strong ho rh hai to apnay har pair k sath almost ek jaisa behave kray ga jb tk k koi next currency usay tough time na dy
          • #6 Collapse

            forex trading aik risky busienss hai is liye ham ko is mai zayada indicators use nahi karny chahiye. kyu k aisa karny sy ham ko loss b ho sakta hai. ham ko aik time mai aik indicator he use karna chahiye aur market ki direction mai he trade karni chahiye.
            • #7 Collapse

              ziada indicators ka use nai kar sakty hain humain is main har chez ko achy say use karna ho ga kkun kay ziada active ho kar kam karty hain to hi kuch frak part ahay agr ziada hi indicators par hoty hain to loss b ho sata hay humai naanalysis kar kay achy say kam karna ho ga ta kay market main stay karna asan ho
              ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
              • #8 Collapse

                agar hum achy say indicators ki theak say setting kar aky esko use karen gay to hum main bohat achi earning kar sakty hay es business main dil lga kar time dai kar seekh kar kam karnay main he fadia hota hay tab he hum market main achi earning kar sakty hay jab hum esmain theak say focus karen gay
                • #9 Collapse

                  Re: Zyida indicator use krna ka 2 major nuksan

                  dear indicotor use krne se hume koi nuqsan nai hota ha agr hum indicotor ko use krein gey tu hum market ko asani se hadle kr sakte hein ur indicotor k sath ssath hume analysis ko ko be fallow krte rehna hota ha
                  • #10 Collapse

                    Re: Zyida indicator use krna ka 2 major nuksan

                    Indicators ki leading aor lagging in donon types main se aik aik use kerna chaey. Jisterhan MACD hey yeh aik leading indicator aor iski help se hum trade ki entry bhi ley sekty hain aor exit bhi. Indicators ko use kerty rehny se trading main pukhtgi ati hy aor skill bhi improve hoti hy. Mt 4 ky slow honey ki koi aor reason ho sekti hy normly indicators is per effect kem kerty hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Zyida indicator use krna ka 2 major nuksan

                      G bilkul dear friends ziada indicator use krny ka nuksaanat han . Ek bat to ya ha k indicator bilkul free milta ha . Is ka nuksaan ya ha ka jab ap isko ziada use krty han to ap ka Mt 4 slow ho jata ha aur dosri taraf iska faide bhi han is ko use krny sa trading ma experience barh jata ha aur loss ka chances bhi kam ho jate han..
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Zyida indicator use krna ka 2 major nuksan

                        Dear jahan tak mea mashwara ha tu agar ap koi bhi new indicator use karna chahye tu pehly demo account p use kiya karyn aur jab indicator acha resul dyn tu real account p lagayn aur indicator aik he use karyn jis se apko market ki movement ka achi tarha aur asani se pata chaly

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X