Risk aor lalich ma kta farq hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Risk aor lalich ma kta farq hai
    Dear members forex trading ma humen risk to lena orta hai apko pta hai ky yahan py risk ratio 100% hai apo yahan py oss ho ga ya profit ho ga teesra koi option trading ma nhi hai
    Lkn agr hum lot size full rakhen aor stoploss na lgain na he takeprofit lgaun to yeh lalich ho gi aor
    Agr hum account manage kr ky chlen to yeh risk management ho ga so is bat ka khas kheyal rakhen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear risk aur lalach mein bahut zayada farq hai risk aap jaan boonh kar letay ho jab kay lalach aap jan boojh kar nahin kartay balkay woh aap se qudrati taur per ho jati hai jab aap market mein movement dekhtay hain tab
    • #3 Collapse

      yes apny acha swal uthya hy k lalch aor risk men kia farq hy..mery khyal men account ki worth st bra lot use kerna ye lalch men ata hy..is k illawa ager ap apny account per trading kerty waqt sl nh lagyen gy to apka account risk men a jata hy.
      • #4 Collapse

        Dear brother mere khayal mein tou inn donoun mein koi khas farq nahin hai kyun kay risk hum ussi waqt letay hain jab humaray dil mein zyada profit ka lalach paida hota hai issmlye agar dekha jaye tou inn donoun mein koi farq nahin hai aur yeh aik doosray se alag nahin hain
        • #5 Collapse

          Risk brave log laity hain aor lalich buzdil logoon ka khasa hy laiken forex ki dunya main ye 2noon cheazain baywakoof logoon ki nishani hy q k her wo tareeka apnana jis sy aap ka loss ho baywakoofi he to hy. capital zaya karnay ki waja akser lalich and risk he hota hy
          • #6 Collapse

            Dear members lalch or risk me bht he bra farq hai lalch jo k insan k dil me ye bat peda krti hai k agr mainy 100 rupy kmay hain to wo 100 rupy lga k or 100 b kma lon or risk me ye hai k luck ki base py wo 100 kma skta hai agr faida howa to 100 rupy apna agr fadia na howa to 100 rupy gya but kahi na kahi ye bt b sahi hai k risk tb he liya jata hai jb dil me lalch ho
            • #7 Collapse

              Bhai jan ma apki bat sy agree kron ga lalich ko avoid krnq bht he zarori hai ma apki is bat sy itefaq kron ga ky management ky bina trade lgana waqai ma bht bara risk kya lalich ky zumry ma ay ga humen chye ky humen apni trades ko lazmn balance krnq chye aor full risk to bilkul nhi lena chye yeh hamry leay bilkul bhi faida amnd nhi ho skta hai
              • #8 Collapse

                Dear risk aur lalach dono he ap ko loss de skti hain kabi kabi ye ap k haq mai b aa skti hain lein wo b once in a blur moon lekin es mai agar ap ko mehant k sath he kam karo gy tu ap ko confirm hai k ye busiuness acha fiad de jaye aur ap acha earn b kar lo forex ko ap ko seekhn ho ga tab he tu ap acha earn kar skte ho es k elawa ap k pass koic hance nhn hai k apa cha earn kese kar skte ho...
                • #9 Collapse

                  Forex market to risky hay ye to hum sab jantay hain but dosto forex main app log ager greed k sath trade kerty hain to ye market app k leay 100% risky ho jati hai to us main humean apna risk control kerna ho ga pher he humean us main success mlay ge emotions ko control kerna ho ga our patients k sath trading kerna ho ge
                  • #10 Collapse

                    seb se zaida risk forex main hi hota hai is main account wash hota hai forex se zaida risk kahin nai daikha main ne is main trading ka apna apna mode b bnaya ja sakta hai main forex main money manager ho khush ho apnay plan or strategy se trading karta ho jo loss hota hai recover b ho jata hai
                    • #11 Collapse

                      Dear laluch or risk dono different chezen hen jb bhi hum trade open krty hen to us men risk hota hy ky hmara lgaya hua trade profit bhi dy skta hy or loss bhi mager laluch tb peda hota hy jb hum aik trade sy profit gain kren to hm laluch men aa jaty hen ky ab pichli baar sy zayada profit gain kren gy tb hmin loss uthana parta hy.
                      • #12 Collapse

                        bohat acha sawal ha risk ka bara ma hum ya he kaa sakta ha ka risk lana sa hamara account ke money ya to increase hoge ya to wash ho jaya ge es leya hum ko risk nhi lana chahaye or ager baat lalach ke ha to per hum ko lalach be nhi karni chahaye q ka lalach hum ko loss he dage or per hum baad ma khude pachtaya ga..............
                        • #13 Collapse

                          market main risk lay kar kay hi kam karna hota hay is main agr hard work kar kay achy say kam karty hain to hi kam karna acha ho sakta hay is main risk to har trade main hota hay chahiye low risk ho ya high risk ho humain risky kay bgyr kuch nai hasil hota hay greedynees market main risk ko barha dyti h ay
                          ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                          • #14 Collapse

                            agar hum risk kam say kam rakh kar trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay so humay chahiye keh esmain khoob mehnat karen aur learn karen kyun keh learn kar kay trading karnay main he humay faida hota hay tab he hum market main achi earning kar sakty hay esmain khoob time daina chahiye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Waise toh usko laalach ek hi cheez hoti hai lekin Tere Ishq Mein aap bahut hi jyada dangerous had Tak Chale Jate Hain lekin laalach main aap both is other laalach Karke Apna loss Kardi Jiski wajah se aapko Phir Bhi Hota Hai ke Kahin Aapko lost Na Ho Jaye ISI liye Jyada Se Jyada

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X