Kuch traders ka ye kehna hy k safe trading sy zyiada profit mumkin nhi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kuch traders ka ye kehna hy k safe trading sy zyiada profit mumkin nhi
    Dear members forex mein safe trading ki aik baat to tay hy k is sy loss kam hota hy aur trading mein in rehny sy experience banta rehta hy lekin kuch traders ka ye kehna hy k safe trading sy jis tarah loss kam hota hy issi tarah profit bhi kam hota hy aur iska koi faida nhi apki kiya raye hy is baary mein plz share krein
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    agar hum forex trading main safe eraning karna cahhty hay to sab say pehlay forex trading ko achy say learn karna chahiye kyun keh learn kar kay humari trading bohat achi hoti hay aur hum market main regular base par earning kar sakty hay es business main knowledge aur mehnat sya acha earn kea ja sakta hay
    • #3 Collapse

      Dear ye depend krta hy trader ki planning, strategy aur trading style py keun k woh jis type ki trading ko like krta hy woh ussi tarah ki trading krta hy aur risky trading waaly traders safe trading ko aur safe trading waaly risky trading ko na to importance detey hain aur na hi adopt krty hain
      • #4 Collapse

        Dear friend forex trading main safe trading ka hi ziada faida hy as say hum kam kamaty hain par hota to safe hy agar hum safe trading na karen to as say hum ko bara loss bhi ho sakta hy aur hamara acount wash bhi ho sakta hy as say bahter safe trading hy
        • #5 Collapse

          g dear men ap ki bat sey agree kerta hn kih jin traders hazrat ko safe tarha trading nh kerni ati jo kih loss ka sabab bn sakta hy is lye wo traders jo apney trading accounts safe ho to is sey in traders hazrat ko acha experince bhi milta hy jis sey wo assani sey traing ker jatey hen .........
          • #6 Collapse

            Asalam u alikum

            ji bhai jo koi bhi yeh kehta hai k zayada profit safe trading main
            possible nahi hai wo ghalat hai ager aapko forex trading k baary main
            knowledge rakhty hai wo kabhi bhi unsafe trading nahi kerty
            safe trading k ly market analysis aur news bohat important hia
            • #7 Collapse

              Friends aaisa kehna to yakeenan ghalat hy laiken profit ka rate slow hony ki reasons kuch aor hain un main sy ake ballance ka kam hona b ake reason hy aor experience low hona to sb sy bari reason hy
              • #8 Collapse

                Dear brother risk wale trade SE to acha hain k safe trading karni chahiye bhal lose ho leken pata to rahe Ga k lose kam hoga or profit bhe mile Ga safe trading karne wale he achaa trader ban saghta hain new or junior members KO safe trading ki karni chahiye take unnhe profit mile or lose k chances kam ho
                Dosto Agar Apko Meri Post Pasand Aaye To Thanks Par Click Kare Shukhrya
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: qasimbaloch پيغام ديکھيے
                  Dear members forex mein safe trading ki aik baat to tay hy k is sy loss kam hota hy aur trading mein in rehny sy experience banta rehta hy lekin kuch traders ka ye kehna hy k safe trading sy jis tarah loss kam hota hy issi tarah profit bhi kam hota hy aur iska koi faida nhi apki kiya raye hy is baary mein plz share krein
                  Agar hum se ho aur kam rasqke trading Karenge toh usse Hame profit bhi kam hoga Kyunki Agar Hum Jyada risk nahi de sakte toh hum Forex trading mein jyada profit bhi nahi bana sakte isliye Hame risk Kam Hai Lena chahiye Kyunki Hamara account was ho sakta hai
                  • #10 Collapse

                    Safe trading se ap ki muraad agar proper risk or capital management k sath trading hai to is se profit chahy acha na ho lakin secure level pe trading ka result hota hai agar ap risk lete hain to apko apna account capital k hisab se lena ho ga because trading me apko loss ka saman kabhi bhi kerna per sakta hai or esa loss ho bhi jaye to capital next trade k liye safe rehta hai.
                    :1f607:جن کا بھروسہ اللہ پر ہو ہمیشہ کامیابی ان کی منزل ہوتی ہے۔:cool:
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      main is sey bilkul agree nhi krta k safe trading sey zyiada profit haasil nhi kiya ja sakta keun k meri ye soch hy k jb ham trding mein safety ka khayal nhi rakhty aur high risk k sath trading krein to bahot kam aisa hota hy k hamein koi barra profit ho warna aksar yehi dekha giya hy k account wash ho jaaty hain loss ki wajha sey to phir aisi trading ka kiya faida

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X