Laluch kabhi bh ap ko kamyabi ni day sakta
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Laluch kabhi bh ap ko kamyabi ni day sakta
    Dosto forex trading main greed ya laluch bahut bad habit hy ye ap ko kabhi bh kamyabi ni day sakty, greed is a curse, jub ap ko aik proper profit mil raha ho to ap ko trade close ker dainy chay, keon ager ap laluch kren ge to ap ka profit loss main bh ja sakta hy, laluch ko ap target set ker ke khatam ker sakty hn
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    AoA dear Pak forex forum member apki bat see agree karta hon ke lalach bhot buri Chez Hy aor is see hamen bchna chaie jab Tak ham is see Chez send gurhezz nai Karen ge tab Tak ham is men Kam yab nai ho sakty islie hamen is Chez ko apne andar see nikalna chaie aor simple khud ko positive rkhna chair
    • #3 Collapse

      yes bro apny bilkul thk kaha hy ager ham is men lalch kren gy to hmen is men loss ho jab ham is men lach kren gy to ham forex k rule sy baher ho jayen gy jo k hmary liye bhot he nuqsan dy hy.hmen chye k ham forex k asool ko follow kren aor is sy acha profit kmayen.
      • #4 Collapse

        Dear members lalch buri bala hai lalch aik esi chez hai jo insan ko agy ni brhny ni deti forex trading me lalch ki koi gunjaish ni forex trading business me lalach krny wala kbhi kamiyab ni hota hai qu k lalch krny wala hmesha loss uthata hai or profit sy mheroom rheta hai
        • #5 Collapse

          dear ap ki bat apni jaga bilkul thek hai lalach kabi b kamiyaabi nhn deti lekin maze ki bat yahn har koi apni lalach ki waja se he maar kha jata hai on ko hazaar bar mana kiya jaye lekin phr b wo lalach se peeche nhn hatte aur at the end hota woi hai loss kar k beth jate hain jo k nhn hona chahiye es liye ap ko mehnat karni ho gii aur smjhna ho ga apne busienss ko achi tarha tab he tu ap acha faida hasil karo gy aur apni life ko set karo gy...
          • #6 Collapse

            bohat acha sawal ha ager hum ko forex ma kaam karna ha to per hum ko lalach nhi karni chaheya q ka lalach buri bala ha laken ager hum lalach karta ha to per off course fail he hota ha es leya hum ko kabi be lalach nhi karni chahaye q ka Greed is Cruse and hum lalach karta ha to per hum ko loss he hoga..............
            • #7 Collapse

              Hna g ap ny thek kaha hy mn ap ki bat sy bilkual agree hno kaun k agar ap is kaam mn jitna bhe lalach k begair kaam kary gy tu ap OK is mn boht faida ho ga kaun k agar hum is mn zaida kaam kartey hny tu humera haq bnta hy k hum is mn zaida sy zaida mehnat kart kaun k agar hum ko boht faida ho go...
              • #8 Collapse

                Forex trading mai emotion control karna bohot he lazmi hai aur jo trader apny emotions per control nai karty hain who trading mai kamyabi b nai ho sakty hain. Chaiye in ke pas kitna he ziada acha knowledge aur experience majood ho . lalich ya greed b in emotions mai say aik emotion hai aur iss ko contorl karna b bhot ziada lazmi hai.
                • #9 Collapse

                  lalach kar kay kam karna kabhi success nai say sakta hay humain is maina gr kam karna hay to hard work kar kay kam karna ho ga ta aky market main stay karna huamry liye asan ho sakay is main greedyness learning hasil karny ki honi chahiye ta kay market main kam karny ka kuch faida hasil ho sakay
                  ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    agar hum kisi bhi kam main lalach karen gay to es chakar main loss hota hay humay chahiye keh esmain sabar kay sath kam karn kyun keh sabar kay sath kam akrna he acha hota hay esmain lalach say kabhi bhi kamyabi nahi hoti humay esmain mehant kar kay sabar kay sath kam karna seekhna chahiye

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X