Forex men failure rate q ziada hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex men failure rate q ziada hai
    Friends aapne bhi iss baat ko note kia hoga k forex men ziada tar log loss se ker rhe hain agar everg dekhi jay to bahot se log loss men jate hain aur bahot kam log forex men peofpr krte hain aapko iss failure rate ka kia rreson smajhte hain...
    Mere khatal men to ye failure rate sirf less experience ki waja se day by day grow ho rha hai isliye main smajhta hoon k hamen trading uss waqt krni chahiye jab hamen kch experience ho jay warna hamen learning pe hi focus krna chahiye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    AoA dear Pak forex forum member jaise ke AP janty hen ke forex ark intehay risky business Hy aor jab AP is men inetr gotta hyn tab apko pata chalta Hy islie maen yehi kahon ga ke is men soch samj ke qadam rkhen q ke AP ne kafi jaga parha hoga ke forex men ziada tar log fail ho jaty hen islie AP ko chair AP un ko fallow kren Jahan apko acha lage ache results milen
    • #3 Collapse

      Salam to all forex trading is one of the best ever earning site hy thanks for forex lakin ya itna easy b ni hy k a k hr koi yahan sy earn kr sgy ais py both sy log aty hain aur loss kr k chly jaty hain ais k lia hy sabar knowledge experience aur damo account py zaida sy zaida kam krna practices krna phr he ais py faida hota hy plz yahan ain kam krain mahnet sy
      • #4 Collapse

        Dear members forex me failure rate is lie ziyada hai qu k bht sy trader to trading me lalch kr bethty hain jin ki wja sy unhy bht loss hota hai is k ilawa aksr traders k pass experience ni hota wo bina experience k he trading krty hain jis k wja sy bad me wo loss uthaty hain is lie har trader ko chaiey k phly practice kr k experience hasil kry or apny andr sy lalch ka bhot b khtm kren phr ja k success hogi
        • #5 Collapse

          dear forex ko achi trah learn nh kerty isk illawa forex men log lalchi ban jaty hain.aksar log is men fail ho jaty hain q k wo forex ko rato rat ameer bnny kaily istimal kerty hai,wo apni amount ko double bnany chaty hain.
          • #6 Collapse

            Mere experience k mutabik mostly traders ik strong strategy ko seekhy bgair real trading start ker lete hain or haar k baith jaaty hain. humain first of all trading me ik strong strategy follow kerni chahiye or us pe work jari rakhna chahiye pehle demo or phir cent account low level se start lena chahiye phir by the time ap lot size bharaty jain tab ap ka risk reward bhi acha hota hai.
            :1f607:جن کا بھروسہ اللہ پر ہو ہمیشہ کامیابی ان کی منزل ہوتی ہے۔:cool:
            • #7 Collapse

              forex main loss ki limit mean ratio of traders zeada us wja say hai k us main aksar traders learning our practice demo main keay bagheer he direct real account main trading start ker dty hain our ye samjhty hain k forex main trade kerna asaan samjhty hain but itna asaan hai nahe ye business us k leay asaan hai jo k forex main aa k mehnat kerty hain our us ki learning achy say kerty hain
              • #8 Collapse

                Friends bahot he achi sawal hy k jb aap kisi b business main experienced hain to loss ka to sawal he paida nai hota to forex main aisa q nai. Yahan to janty boojty b loss ho jata hy aakhir Kya waja hy to iss ki bahot saari wajoohat hain un main sy ake bari waja lalich hy 2nd risk hy jo kbi kbaar kamyab b rehta hy 3rd analysis karny main koi ghalti ho jana 4th international news sy mukammal bakhaber na hona waghaira
                • #9 Collapse

                  slaam to all forum members...zyida tar is qism ka failure newbie ka lyia zyida hota hian normal trader jab trading shro krta ha tu usa kush idea nahi hota is lyia bari tadada main loss krna wala newbie hota hian app tab tak forex main newbie he raho ga jab tak app ke trade profit main na jana shrow ho jyin app ko chye forex ko long term business ke traha lain ur kush sbr sa kaam lyia krin...
                  • #10 Collapse

                    Yes dear apnay sae andaza lgaya hai forex main je jo day by day traders loss kar rahain hain inki main reason less experience no skills and incomplete learning hai jiski wja se wo loss karty hain jab unki knowledge complete nae to wo kesy achi trade karain gy km experience par wo sae analysis nae kr paty is tra loss he karty hain is liye hmko chahiye learning par focus karain aur experience gain karain taky achy trader ban sakain aur loss ki is ratio ko control kr paen
                    • #11 Collapse

                      forex main boht ziada loss ho sakat hay is main jab rules ko follow nai karty hain to trade main achi earning hasil nai hoti hay humain active ho kar kay kam karna ho ga ta kay trade main loss km ho sakay kun kay trade main boht say log kam kar rahy hain magr success un loon ko hi hasil ho rahi hay jin ko acha experience ho ga
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        agar hum learning nahi karen gay forex trading kay bary main to hum market main earning nahi kar sakty so agar hum esmain safe earning karna chahty hay to esmain khoob mehnat karni chahiye tab he hum market main achi earning kar sakty hy esmain dil lga kar humay tiem daina chahiye

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X