Hamesha apnay leay next trade k leay margin rakhain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hamesha apnay leay next trade k leay margin rakhain
    Salam to all friends. Me ap logo say aik personal experience share krna chahta hun. Agr ap k pas 200$ ka bonus capital ha aur ap nay gold pay 0.15 ki lot lga li ha to yeh bil kul ghalt ha apko chaheay k small lot lga lain ta k agr next trade double kr k lgani par jaye loss recover krmay k leay to ap k pas margin available ho. Ap 0.05 ki lot lga lain agr loss ho jaye to 0.10 ki lot lga lain to ap k leay ziyada useful rahay gi
    Post achi lgay to thanx krna na bhoolain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Margin ke importance ka aapko us wakt pata chalta hay jab aapko bht he achi opportunity milte hai market main enter hony ke. Aur aap kay pass us wakt margin nahe hota hay. Aur us ke wajha sy aapko bht zayda pachtawa hota hai. To hmesha apny account ko manage kar k trading karin.
    • #3 Collapse

      gold trade par aap ki marzi hai main to money manager ho exness par trade karta tha cent account par 1.1000leverage mil jaty thi margin ki tention nai thi ab insta par aaya bonus par 1.50 ki leverage milty ahi is par margin ka zaida khyal rakhna hota hai jo mujhay samjh aa gy hai main boht kafi margin save rakhta ho tak puri market safe rahay
      • #4 Collapse

        jab order ko place karty hain to humain ye dykhty hoye kam karna hay kay high margin to nai set kia hay kun kay jab b high margin rkhty hain to next trade kay liye koi margin nai bachta hay kun kay ye aik risky kam hota hay humain profit b hota hay or loss b ho sakta hay isi bat ko mind main rkah kar margin set karain
        • #5 Collapse

          bhout achi thread hai dear ke humein waqi mein hamesha apni next trade ka margin rhakna chye take hum apne apko loss se nikal sake otherwise ap loss mein apna acc khtm kar bete aur is ke liye apko management ki zororat hai jis ke zarye ap apni trading beter kar sakte hain otherwise no
          • #6 Collapse

            margin bacha kar rakhna chahiey ta kay zarorat parnay par trade ko hedge kia ja sakay
            dear traders ap jub b lot lagaey apnay capital ko maday nazar rakhtay huey trade lagani chahiey or apnay capital kay hisab se always ap ki trade kam honi chahiey ta kay agr trade zada loss me chali jaey to ap ko osay close na karna paray free margin ko use kartay huey apni trade ko hedge kar sakay kuch traders long term trading kartay hain bina stop loss kay kay un kay liey bohat zada benifit ha kay wo choti lots lagaey is tarah ap zada loss se b bach saktay hain or loss trade ko profit me b badal saktay hain
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              G bilkul ap ne thek baat ki hai hamen next trade k liey margin zaror rakhna chahiey. Agr ham apni sari investment ek he trade pe laga den ge to ghalti kren ge. Kiun k loss ki sorat me apna account he wash ho jaey ga is liey ziada greed achi ni hoti aur kam margin set ker k trade lagaya kren ta k next trade k liey koi option mojod rahey.

              اب آن لائن

              Working...
              X