Experience hasil kerna hy to time spend kro

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Start mein jitna zaida time spend kiya jaye demo account ya other knowledge informative website per utna zaida kam hai kiw k is business mein main chez he experience gain keran hai , kiw jab tak experience gain nahi hoga hum is business ko nahi samjhte aur na he is kuch hasil ker sakte ulta hamesha loss he hoga.
    THUMBS UP & APPRECIATE :1f618:
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Assalam alikum dear friend apny bhot achi bat ki hy or me apki bat sy itfaq karta hon. experience hasal karny k lye jtna time den gy utna he experience hoga yhan har dost apna apna experience shear kay ga js sy hamen sekhny me madad mly gi.
      • #18 Collapse

        bohat acha sawal ha ager hum ko profit lana to per hum ko forex ma experience lana hoga esleya hum ko chahaye ka hum daily basic pa first post kara or per hum demo account ko 3 ya 4 month ka leya regularly practice karta raha forex pa per hum ko jo experience hoge wo hum real account pa use kara ga per hum ko earning hoge...........
        • #19 Collapse

          G haan dear ap thek keh rahay ho forex ko agr ziyada say ziyada time dain to forex main acha experience hasil hota ha phir us pay earning bhi achi hoti ha. So hmain pak forex fourm pay ziyada say ziyada time spent krna ho ga ta k ziyada say ziyada learning kr skain. In fact kisi bhi field main agr time guzara jaye to us k baray banda kafi confident ho jata ha forex bhi aik aisi he chez ha
          • #20 Collapse

            Experience hmesha practice aur knowledge se hasil hota hai jitni ap practice kro gay market ko jitna time do gi utna experience hasil hoga jo aik trader kay liye bohat important hota hai experienced aur skillful trader kbi forex main loss nae karty wo market ko foran judge kar lety hain is agr experience bnana hai to time dena must hai...
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              forex main kamyab hone k liye mehnat karni hogi forex ko agar 1 baaar hum thek tara learn kar le tu hum acha profit le skte hain forex main lalach kaaam and mehant ziyda tu thek hain forex main ye nhe hota hain k aapa bina experince k aaap forex start kar de forex main lazmi yahi baaat hain k sab say phly apko forex ki merket ko samjna hoga jaaab tak aap forex ki merket ko nhe samjhy gy aaap forex ko kabi b nhe samjh pay gy k merket kaha move hogi kaha nhe

              اب آن لائن

              Working...
              X