ak kamyab trader ko phly ktny year mahnat krni hoti hai kamyab hony k luy??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ak kamyab trader ko phly ktny year mahnat krni hoti hai kamyab hony k luy??
    bhai mujy yah btaye k ak kamyab trader ktny year man tyar ho skta hai matlab hum ktny year mahnat krin to hum kamyab ho skty hain or ashy trader bam skty hain? kua hum khod he trading kr k kamyab ho skty hain ua phir hum ko ksi ki help lani chaye ksi sy sekh na chaye kis trah jaldi sekh skty hain? ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear agar tou aap sahih dil laga kar kaam kar rahay hain aur forum aur forex donoun ko zayada time dae rahay hain tou aap iss business ko 6 maheenay mein bahut achi tarah se seekh saktay ho warna time zayada bhi lag sakta hai
    • #3 Collapse

      Ye ake mushkil sawal hy iss ka jawab aisy to nai dia ja sakta k kitny saal requir hain laiken ye zaroor kaha ja sakta hy k iss field main jitna experience ho utni he zyada kaamyabi ki zamanat hy iss field main 2 ya 4 saal ka experience kuch nai
      • #4 Collapse

        Dear agar aap market ko full time dae rahay hain aur aap iss mein mehnat bhi bahut zayada kar rahay hain tou forex itna bhi mushkil business nahin hai aap iss ko 5 se 6 maheenay mein seekh saktay ho aur aap ko iss mein mehnat karni bhi chahyea ta kay aap ka time zya na ho
        • #5 Collapse

          g dear bahut, acha sawal, h aap ka mn ap ko batana chahta hun kih ager humen kamiyab traders bnna chahtey hen to humen chahiye kih hum sab s pehley demo account per bhar pur practice karen ku kih us per practice kerney sey aik to experience or knowledge mn izafa hota h is liye humen phir frsh minded ho ker trading starts kerni chahiye to is s hum jald success ho jaen gey.........
          • #6 Collapse

            humain is main agr success hasil karni hay to is main hard work kar kkay achy say kam karna ho ga kun kay b b hum kam karty hain to low risk main kam karna ho ga aik successfull trader bnana hay to humain is main kafi mehnat say ana ho ga kun kay koi b in born acha trader nai hota hay mehnat karna hoti hay
            • #7 Collapse

              aagar hum kamyab trader banna chahty hay to zaroori hay forex trading ko theak say seekhy kyun keh seekh kar he hum forex trading main kamyab earning kar sakty hay es business main money managemnet karty huway he trading karni chahiye tab he safe earning kar sakty hay aur demo account par trading ki regular practice bhi karni chahiye
              • #8 Collapse

                Dear ye to hr aik trader py khud py depend krta hy k woh kitna jaldi kamyab jona chahta hy agr woh mehnat aur lagan sy trading krta hy aur aik achi planning aur strategy ka istemaal krta hy to merey khayal sy 4 years bahot hain us k liey
                • #9 Collapse

                  kamyabi hasil karny kay liye humain kafi mehnat karna hoti hay kun kay forex main aik din main ameer nai ho sakty hain is main kam karny kay liye hhumain kafi mehnat darkar hoti hay jis ki base say hi humani kuch knwoledge milti hay or hum apny experience say hi trade main kam kar kay acha profit gain karty hain
                  • #10 Collapse

                    Good question dear, Dear first of all aik successful trader ko hamesha he struglle karni parti hai wo kabi be apne apko loss nai karta q ke forex aik asa business hai ke is mein ager apne kabi be apne apko loss kia tou ya ap ko nuqsan dy ga is liye aik acha trader hamesha he hard work karta hai aur new new strategies bnta hai
                    • #11 Collapse

                      dear is main kuch bhi fix nai hay k hamain kiti dair tak kitni mehnat karna hogi aur phir us k baad ham completely experts ban jaingay yeh aik international kaam is main changing bhi bahut ziada hoti rehti hay is liye is main experts honay k liye hamain hamaisha is k touch main rehna parta hay aur hamaisha is ko follow karna parta hay tab ja k ham is main experts ban saktay hain laikin markeet apnay hisaab say kaam karty hay is main changing aati rehti hain is ko kisi bhi time fix nai lia ja sakta hay.
                      • #12 Collapse

                        agar hum forex trading main kamyab hona chahty hay to zaroori hay keh humary pass forex trading kay bary main ziada say ziada experince ho kyun keh agar humary pass experince acha ho ga to he hum market main achi earning kar sakty hay es business main khoob time bhi daina chahiye tab he safe earning kar sakty hay
                        • #13 Collapse

                          forex main agr kamyabi hasil karni hay to is mai kafi mehnat darkar hoti hay is main active ho kar kam karna ho ga kun kay jab b kam karty hain to is main lack of knowledge say asak log loss karty hain is main koi year ki bapndi nai hay is main har time learning karny ki zrort hoti hay tab hi kam hota hay
                          ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                          • #14 Collapse

                            Meray kheyal se iss kam yanee forex trading main kamyabee kay leay har insan ke appni appni salaheeyat hotee ha kuch log bahut kam mehnat aour waqat main bahut zeada mahir ho jatey hain aour kuch log zeada sangeedgi aour zeada tawajo nah deenay se shaid zeada waqat laga detay hain iss kay ilawa ek baat har insan ke mukhtalif shobon main apni apni personality ke mutabiq mukhtalif karkardagi hoti ha
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Dear frend aik kamyab treader ko succesfull hone mai mehnat ki koo khas limit nai hai ye hmary khud py hai k hm kitni mehnat karty hai or es mai kamyab hoty hai hm jitni zayda mehnat kary gy itni he juldi hmari learning ho jaye gi or jitni achi hmari learning ho gi itna hr juldi ap kamyab b ho gy.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X