Signal provider kis had tak sahi hoty hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Signal provider kis had tak sahi hoty hain?
    maine signal provider ko use kia aur totally us k signals use kiay aur result ye raha hay k bohat kam mje profit mila aur us k bad 0.01 ki lot size use kr k mera account wash ho gya. apko nasihat hay k ap khud learn k phir trade karen signal provider ko use na karen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    • #3 Collapse

      Jaha tak mera kheyal hai ham ko kisi bhi signal provider pe trust nai karna chaiye kyun ke signal provider aik ihsara hota hai bas aur kuch bhi nahi is liye ham ko complete analyzes ke bad hi trading me enter hona chaiye.
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Amjadsohail پيغام ديکھيے
        maine signal provider ko use kia aur totally us k signals use kiay aur result ye raha hay k bohat kam mje profit mila aur us k bad 0.01 ki lot size use kr k mera account wash ho gya. apko nasihat hay k ap khud learn k phir trade karen signal provider ko use na karen.
        Main trading karne ke liye Char Paanch Baar signal score use Kiya Hai call taqreeban 70% Tak signals correct bhi hote hain lekin Agar Hum signal super trading Karan to hum kuch bhi learning nahi kar sakte
        • #5 Collapse

          Of course friends, signals zayada tar fake hotay hain aur un say loss ata hay...aur jab ap dosro k signals ko follow karay ho to khud market ko analyse karna nai sekhtay aur hamesha dosro pa hi dependent rehhtay ho....so agar ap loss say bachna chahtay hain to khud market ko analyse karna sekhain.
          • #6 Collapse

            siganl kay bary main ziada maloomat to nai hay humain is main kam karna hay to hard work kar kay kam karn ho ga ta kay stay karnay main achi earning hasil ho sakay market main agr order ko place karna hay to khud hi active ho kar kam karna ho ga kisi or ki help par nai betyhy rhna chhaiye khud search karna ho gi
            • #7 Collapse

              agar hum forex trading main theak say time dai kar learn kar kay trading karen gay to he hum market main achi earning kar sakty hay es business main humay lalach bhi nahi karna chahiye kyun keh lalach main kabhi bhi humay kamyabi nahi milti humay sabar say he kam karnay main faida hota hay
              • #8 Collapse

                mery hesab say signals providers bas guzara he hoty hay aur ziada tar to fake hoty hay agar wo itni achi trading kar lety hay to unko chahiey keh wo khud trading kar kay earning kar lain es trha apny signals kyun sale karty hay wesy mery hesab say ye fraud he hota hay ziada tar aur emain earning nahi hoti
                • #9 Collapse

                  mery khyal main zaroori nahi hota har signal dainay wala theak ho aur humay aisay he kisi kay pechy nahi lagna chahiye humay chahiye keh khud trading karen aur market main agar hum analysis karty huway kam karty huway trading karnay main he fadia hota hay tab he humari trading achi hoti hay
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    agr signals say trade karna hay too b sai ho sakta hay magr hum is main khud trade ko search karty hain yani kay market ko watch karty hain to kam karna kafi asan ho sakta hay hard work kar kay kam karna ho ga kun kay kbhi to signal sai hoty hain un ko follow karty hain to profit ho sakta hay kisi main nai hota hay

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X