Khod per control karna kitna mushkil hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Dear frend forex mai khud py control karna bhot he mushkil hai os ki main waja bouns ka aik mah bad mila hai hm log bora mah besabri sy bouns ka wait karty hai or jab bouns ko es tarha loss mai jata dekhty hai to phr khud ko control karna mushkil ho jata hai yahe waja hai k hm bhot zayda trntions mai chaly jaty hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      dear forex main khud pay control karna he asal main forex main success hay laikin yeh ham sab k liye bahut he mushkil hay q k jub ham markeet main enter hotay hain to ham say koi trades chornay ko bardasht bahut kam hoti hay ham yeh chahtay hain k ham aik he dam main sab kuch apnay account main paste kar dain laikin aisa karna bahut he bewakoofi hay so hamain aisi mistakes say avoid karna chaye jo hamaray liye lose ka sabab bani hain.
      • #18 Collapse

        Ap sahe keh rahay ho jb bhi hmain profit main loss ya profit hota ha to us wqt khud ko control main krna kafi mushkil hota ha agr hum apnay ap pay control krna seekh lain to hum bahut achay trader ban sktay hain. Agr aisi situation ka samna ho to hmain khid pay lazmi control krna chaeay nai to hmain loss ho ga aur account bhi wash ho ga
        • #19 Collapse

          is business mein agar aap apne apko achi trha se control karne mein kamiyab ho jatey hein aap apne emotions ko achi trha se control kar lete hein to phr apko tention lene ki koi zarurat nahin he aur phr aap is business mein achi trha se work kar saktey hain aur aik achey aur behtreen trader ban saktey hain
          https://t.me/pump_upp
          • #20 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Hassy2015 پيغام ديکھيے
            Jb trading main profit ya loss ata hai tu Baz okat traders jazbati ho jate hein asay main khod per control Karna be had mushkil bhi hota hai aur zarori bhi asay moqy per khod ko cool down karny ke ley trading rok deni chaye
            apki bt sahi he jee bilkul aysa hi h agar ap khud ku contro nhi kre ge tu ap k lye trading krna bee mushkal hu ga aur ap apna mood bee acha nhi kr paye ge is lye jitna hu skay apna mood change kre aur relax hu kr kaam krey
            • #21 Collapse

              forex mein sb se ziada zaroori hai apnay aap py control krna aor jo trader apnay aap py control kr leta hai wo hamesha forex mein kamyaab ho jata hai main yeh kahun ga k forex mein sb se important hai apni greed aor impatient py kaboo rakhna agr aap kamyaab hona chahty hain to lallach na krein.
              • #22 Collapse

                g aksar m ne dekha hy jb new treadr ko starting m loss face krna parta hy tu wo aksar boht zyda emotional ho jaty hen r apni emotion py qabo nhi rakh paty jis ki wja sy wo bar bar loss afoud krty hen agr forex treading m sucsecs hasil krny chahty ho tu apni emotion py qabo rakhna chahiy q k market ki movement ko smjh k achi treding krna zyada best hy es liy dil laga kr kam krna chahiy.
                • #23 Collapse

                  Re: Khod per control karna kitna mushkil hai

                  market main kam karna hay ot khud par control rakh kar kam karna ho ga kun kay boht say log is main profit hasil karty hain or boht sa log loss karty hain humain agr loss hota hay so humain prushan nai hoana chahiye or na hi humain profit hasil karny par exited hona chahiye humain pany emotions ko kabo kar kay kam karna ho ga
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: Khod per control karna kitna mushkil hai

                    G ap nay theak bola hy k jab hum ko loss ho raha ho ya profit to hum bohat zayda jazbatibho jaty hain aur khud par control nai karty to wrong trade laga lety hain jis ki vja say Loss ho jata hy wasy ap ki baat theak hy k khud par control karna bohat he mushkil hy. Hum ko phr b khud par control ki try karty rehna cahy.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X