Tukka trading no chance for success
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    agar hum tuka trading karen gay to hum market main lazmi nahi hay keh earn he karen gay agar hum chahty hay keh market main earning karen to eskay liey humay mehant kareni chahiye kyun keh mehnat kar kay he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay esmain sahi say focus bhi karna chahiye humay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      tukka laga kar kam karty hain boht say log isi trade market main kam kar rahy hain magr is tra kam karna kafi riksy ho sakta hay humain active ho kar kam karna ho ga phir hi market main nstay kar sakty hain kun kay tukka nai lagan ho ga is main practiice say leraning say or mehnat say hi kam karna ho ga
      • #18 Collapse

        agar sab kaam tukkay say success hotay to aaj sab k sab arab paati hotay tukkay kabhi kbhi lag bhi jatay hain aur tukkay ka profit hamaisha k liye nai hota hay wo jub jata hay to koi pata bhi nai lagta hay so hamain success honay k liye aisay kaamon say avoid karna chaye forex bahut barry markeet hay jis main propper aur big knowledge k baghair yahan kisi kisam ki success ka hona mumkin nai hota hay?
        • #19 Collapse

          is main tukkayt say trade karna kafi risky hota hay kun kay is tara kam karny say humain loss b ho sakta hay or profit b ho sakta hay humain agr hard work karna hay to is main aagr hard work kar kay akm akrty hain to trade karna huamry liye sai ho sakta hay agr market ko serach kar kay trends ko follow karty hain to kam karna asan ho saky
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            G forex trading business mein achy analysis kar k hi achi trading kar saktay han aur agr tukay ki trading kartay han tu kabhi bhi forex trading business mein kaamyaab nhi ho saktay analysis karain gay aur market ko samjh kar achi trading kar saktay han

            اب آن لائن

            Working...
            X