Best sourse for learning

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Best sourse for learning
    Trading ki learning k liye now a days kafi facilities hain pehle trading ko sekhna bahot hi mushkil baat hoti thi bbut ab tarding sekhna kafi had tak aasan ho gia hai trading ko sekhne k liye ki log u tube se madad lete hain kch log books se aur kch log online tutorial se sekh rhe rhin
    But main kehta hoon k hamen trading sekhne k liye koi acha aur perfect qisam ka trader chahiye q k jis ttarah se hamen aik teacher se help mill sakti hai iss se behtar koi aur option ni hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G han jnb main apki baat say agre karta hun achi learning k liye humain aik teacher ki zarirat hoti hai jo humain senior ki shakal main miltay hain aur net bhi aik acha zariya hai aur sb say best aap demo account or learning kar saktay hain aur yeah forum bhi bht informative hai is kiye aap k pass bht say tareeqay hain learning k
    • #3 Collapse

      Dear ap ny bahut hi achi post ki hay forex trading mein knowledge hasil karna bahut hay asan hay mukhlif qism ki website hain aor youtube ki madad sy ham kafi knowlage hasil kar sakty hay hain baby tips sy ham kafi achi learning kar sakty hain forex trading mein learning bahut hi zarori hya jab ham learning nai kar lety tab tak ham forex mein kamyabi hasil nai kar sakty
      • #4 Collapse

        AoA dear Pak forex forum member bhot see aise zaray hen Jin ki madad see AP trading sekh sakty lekin apko chair apko chair ke agar apke Sher men koi academy Hy ya koi expert trader Hy is ka experience ziada Hy to us by face Selene is a faida ye ho ga AP har Chez asani see pochna sakty ho aor ha problem saolve Kar sakty ho
        • #5 Collapse

          Forex trading mein trader books hain un ki madad sy knowladge hasil kar sakta hay Pakistan forex fourm mein posts ki madad sy trading seekh sakta hay websites hay un ki mada sy bhe trading k bary mein ilm hasil kar sakta hay agar trader k pas time hay to academy join kar k achi learning kar sakta hay
          • #6 Collapse

            G han ap ki bat theek hay forex trading business sikha hunare liay ab itna mushkil nai raha hum trading sikhne k liay youtube se boht help lay sakte hay waha boht se videos hay jin se hum tradaning se related biht sa knowledge hasil kar sakte hay aur isk ilawa boht se log on line bhi trading sikhte hy jin se hum trading sikh sakte hay abhi ye biht aam hita ja raha hay log isko pehly se bihtczada joine karne lag gay hay
            • #7 Collapse

              han g bilkul ap ne thek kaha hai pahly forex ka zyada logo ko pta nhi tha mgr waqt k sath sath forex apny apko manwati ja rhi hai or log hazaro ki tadad me esy join kar rahy hain es ki training k to kafi zariye hain mgr sab se acha option expert trader hai jo ap k teacher ki shakal me sari tips or strategy k sath sath trading karna boht jald or asan method se samja sakta hai
              • #8 Collapse

                dekhai, frx me earning krna koi asan kaam nhi h is ky ap ku sb se ziada learning hi krni parhe ge aur learning ky lye ap ku forx forum se bahtr koi aur jaga nhi mile gi is lye koshish kry ky ap forex forum ka bhar poor faida uthaye aur ap learning bhee kry gey aur trading ki har tra ki information seekhne ku mile gi is lye forum ku ziada se ziada read kry ta ke ap ki trading bhtr hu jye.
                • #9 Collapse

                  Aslam o alikum Dear sub say Acha source jo hey trading karny ka o hey Instaforex demo account trading demo account bana lay our us par practice kary taky experience Mel jay tab real account mein trading shoro kar dey apko is mein kuch masla na hoga real account mein trading karny ka
                  • #10 Collapse

                    forex trading aik bohat he zeada famous business hay jo log internet ki dunya say juray hain wo is bat ko achay say janty han k forex mai paisa kese banana hay aur paisa bananay k liay learning must hay youtube pr b apko bohat sari videos mil jaen gay jo k forex say related hain magar behtar yehi hoga k ap forex trading mai any say pehly kisi expert say training lay lain jo k pehlay say forex trading kr raha ho aur successful ho.
                    • #11 Collapse

                      bhai jaaan ap ki bat bhe thek hy laken humeny is kam mn kuch na kuch hasil karney k lye is mn zaida sy zaida mehnat karni chayeh or is ka jo learning source hy wo is mn sb sy zaida kisi teacher sy knowledge hasil karna hy is k bad is mn acha khasa knowledge hota hy ...
                      • #12 Collapse

                        Of course friends, pehlay hamaray pas forex ko sekhnay k leay zayada sources nai hotay thy but ub hamaray pas bahut saray sources hain...but sab say best source hamray pas yah k agar hamain ksi senior trader ko pay kar k un say learn karain...woh hamain apany experience say bahut kuch sekha sakta hay.
                        • #13 Collapse

                          Learning ke liye internet pe bohat sare sources hain yani ke internet se ap bohat sari learning kar sakte hain aur apna trading experience increase kar sakte hain aur agar zaroorat ho to ap kisi expert trader se bhi trading seekh skate hain.
                          • #14 Collapse

                            agr hum Forex ko learn karna chahta hain tu phr app ko thk say Forex ko learn karna ho ga , ab tu Forex ko learn karna k buhat sar tareqa hian , hum on ko fellow kar k acha profit earn kar sakta hian, sub say best hain k hum Forex ka jo demo account han os ko fellow karn or sath sath app demo account par trading karn os say ya ho ga k app thk say Forex par treading karn sharo kar da ga or app ko acha profit ho ga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Mianwali پيغام ديکھيے
                              Trading ki learning k liye now a days kafi facilities hain pehle trading ko sekhna bahot hi mushkil baat hoti thi bbut ab tarding sekhna kafi had tak aasan ho gia hai trading ko sekhne k liye ki log u tube se madad lete hain kch log books se aur kch log online tutorial se sekh rhe rhin
                              But main kehta hoon k hamen trading sekhne k liye koi acha aur perfect qisam ka trader chahiye q k jis ttarah se hamen aik teacher se help mill sakti hai iss se behtar koi aur option ni hai
                              Agar Hum trading ke baare mein learning karna chahte hain toh hum Pak Forex forum share trading ke baare mein kaafi knowledge Le sakte hain Iske ilawa Agar Hum Aur Bhi knowledge Hasil karna chahte hain to internet pe Bahut Si videos maujood Hai Jis Se Kam trading ke baare mein learn kar sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X