Cool mind for good trading ???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Cool mind for good trading ???
    Jnb main aap say aik baat share karnan chahta hun jub bhi trading start karnain lagain aik achay environment main bethain aur apnain mind ko cool rakhain aur kisi qisam ki jaldbaazi nan karen aur jub aap cool rahaengay ap acha analysis kar sakiangay aur aap aik achay kamyab trader ban jayengay ...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes dear aap ne bahot hi achi baat ki hai agar ham trading men apne mind ko cool rakhte hain to iss se hamen kafi achay results milte hain isliye aap jab bhi trading kren aapki koshish honi chahiye k aap us waqt bilkul hi normal hon agar aapko koi tension hai to aap uss time men apnivtrades ko close hi rakhen yahi aap k liye behtar option ho sakta hai warna aap correct decision na leni ki waja se loss kr jao ge
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: manobhai078 پيغام ديکھيے
      Jnb main aap say aik baat share karnan chahta hun jub bhi trading start karnain lagain aik achay environment main bethain aur apnain mind ko cool rakhain aur kisi qisam ki jaldbaazi nan karen aur jub aap cool rahaengay ap acha analysis kar sakiangay aur aap aik achay kamyab trader ban jayengay ...
      trading karte huye Hamare mind Ka Phool aur fresh Hona bhi bahut matter karta hai agar Hum fresh aur cool mind se trading Karenge aur trading ke plan Banayenge to hum acche trading kar Sakenge aur haan main market ki samajh bhi acche se aa Jayegi
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • #4 Collapse

        g dear aap nay sahi kaha hay kay jab bhi koi bhi trader ho jab woh trading start kernay lagay to achay environment may baithay cool minded ho ker trading keray aaram say soch samajh ker trading keray kiun kay ager insaan confuse ho kay trading keray to sahi decisions nahin ker sakta or loss ho jaata hay
        • #5 Collapse

          AoA dear Pak forex forum member jab Tak AP fresh minde ke sath trade open nai kren GE tab Tak apko acha profit air acha entry point nai mile ga jab AP stress men honge AP ko har dafa galat results mile ge islie AP koshish kren apne apko college rkhen aor forex men trade karty wakt fresh ho ke ayen tahke apko acha entry point mil saky
          • #6 Collapse

            yes brother you are right cool mind good for forex trading agr ham parshani me hon or hamara demag fresh he na ho to ham trading karty waqt boht sari mistakes kar dety hain jo k ham ko loss ki tarf ly jati hain lakin agr ham es tarha k kheyalat se demag ko saf rakh kar cool mind se kam karain market ko analyse karian to ham 100% sahi result hasil kar sakty hain
            • #7 Collapse

              trading k liay mind cool hi rakhna parta hai mind or brain cool nai ho posting b thik tarike se nai hoty poste b soch samjh kar karny hoty hai behtar hai apnay brain ko fresh rakhe brain food k sath sath green tea b use kya karo or zaida movies or dramay na daikha karo kam kya karo
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: manobhai078 پيغام ديکھيے
                Jnb main aap say aik baat share karnan chahta hun jub bhi trading start karnain lagain aik achay environment main bethain aur apnain mind ko cool rakhain aur kisi qisam ki jaldbaazi nan karen aur jub aap cool rahaengay ap acha analysis kar sakiangay aur aap aik achay kamyab trader ban jayengay ...
                Cool mind achi trading ke liye ek Bahut Achi cheez Hoti Hai Kyunki Jab Hum Apne mind ko Khol Rakha trading t planning Karenge to her main market ki achi se samajh aa rahi Hogi aur hamachi trading kar Sakenge
                • #9 Collapse

                  Salam to my all dear friends. Me abi thora new hun aur me yeh samjhta hun forex aik acha online business ha aur yeh itna asaan bhi nai jitna logo nay samjh lia ha. Hamesha cool mind k sath trading krain to bahut help ful rahay gi. Me bhi try kru ga aur apnay dosto say bhi kahu ga k sakoon say trading krain
                  • #10 Collapse

                    G ham ko hamesha cool mind ke sath trading karni chaiye ta ke hum ko analyzing me asani ho aur ham news ko cool mind se read kar ke trading future ke bare me jan saken aur loss se bach saken.
                    • #11 Collapse

                      Of course friends, jab ap trading karnay lagain to ap ka cool mind aur fresh hona bahut hi zaruri hota hay...q k jab ap mentally relaxed hn gay to ap market ko achi tarah analyse kar pain gay..es say ap say koi mistake nai hogi aur ap acha profit earn kar pao gay.
                      • #12 Collapse

                        g han apki bat shai hai or main apki bat se garee karta hun forex trading main achi trading k liye fresh mind or fresh mahol ka hona boht zarori hai tu hmary liye yahi best hota hai k hmary ird gird ka mahol fresh ho or hmain koi bhi pareshan na ho aik dum cool mind main trading karen ta k hmari galti k koi chances na hun
                        • #13 Collapse

                          Dosto agr ap aik Achi trading krna chaty hy or chaty hy k aik bry trader bany jo zyda sy zyda din ma profit hasal k skhy to ap ko chy k ap trading krty wakt apny mind ko cool rkhy koe b Jaldi bazi bina so hy smjhy na kry Bilkay dehan sy soch smjh k stretegy bnaya or phr os stretegy pr amal kry to ap aik bry trader ban skty hy
                          • #14 Collapse

                            agar hum fresh mind kay sath forex trading par kam karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay aur humay chahiye keh esmain dil lga kar time dain kyun keh esmain mehnat karnay main he faida hota es business main mehnat karnay main he faida hota hay esmain mehnat karny main he faida hota hay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              market main huamin cool minded ho kar kam karna ho ga jis say trade karna huamry liye asan ho sakta hay is main active hoo kar kam karty hai to acha profit ho sakta hay magr agr is main stress lay kar kam karty hain kay pta nai trade kahan colse ho gi profit ho ga ya nai ho ga is tara kam main koi faida nai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X