Overleaping kia hai aur iske market pe kia impects hote hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Overleaping kia hai aur iske market pe kia impects hote hain
    Friends kafi newbies ka ye question hota hai k overleaping kisse kehte hain aur ye hamari trading pe kese asar andaaz hota hai to un doston koain batata challun k jab aik session open hota hai aur uske baad dusra session bhi open ho jata hai to jo darmian men wo time jis time pe dono sessions open hote hain usse overleaping kehte hain
    London aur newyark ki overleaping ko bahot ziada important milti hai isliye iss time men movement kafi tez hoti hai aur iss time ko kafi important lia jtaa hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G han jnb main aapki baat say agree karta hun yeah bhi aik acha sawal hai total teen session moujood hain markeet main aur inki aoni apni timeing hoti hai jub at a time do session open hun to isko hum overleaping kehtay hain ...
    • #3 Collapse

      g bahi ap ki bat theahk hai session ka ake time pr open hona ko over laping kahta hain overlapping mai market ki movement bohot zyda hoti hai kiun ka sessions 2 open hona ki waja s market mai inverstor zyda ata hian or market ki up and down bohot zyda hoti hai kahs tor pr eveing mai jab new York ka session open hota hai London ka session ka sath to market bohot zyada movement lati hai or aksar logon ko loss or aksar ko profit milta hai is lia session ka combine opne hona ko overlapped kahta hain
      • #4 Collapse

        AoA dear Pak forex forum member over leaping tab hoti jaise AP ne batya is ke loss bhoty hen aor profit bhi lekin apko chair apke pass sab Hy AP pehle anylisis kren aor news dekhen phir AP market achi taha sekh sakty hen aor acha profit bana sakty islie in dono session ka khas khyal rkhen
        • #5 Collapse

          g bhai jan ap ne bilkul thek kaha hai or boht achi information share ki hai newbies k lye me bhi aik new member hon or mujy in chezo ka nhi pta tha ab achi tarha samj aa geya hai or overleaping ka maksad b pta chal geya hai ham aksar dekhty thy k market kuch khas waqt me movement zyada hoti thi mgr es k pechy waja ka pta nhi hota tha
          • #6 Collapse

            g han bhai ap ny jo over lopping ki defination btai hai wohi best hai or overlopping kahty bhi esi ko he hai jub bhi koi do session open hoty hain aik he time main tu un main aik time overlopping ka hota hai jis main market ki moving na hony k baraber hoti hai tu os time main akbhi bhi trading nahi karni chhye q k os main trading karny se loss he hota hai
            • #7 Collapse

              over lapping asar main dono session kay open rahnay ka doraniya hay aur es doran market main trade karnay kay bohat sary chances muhaya hoty hay aur humay chahiye keh market main theak say analysis nkaren kyun keh analysis kar kay hum achi earning karna seekh sakty hay esmian khoob time daina chahiye
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                market main kam karny kay is main trading ko understand kar kay kam karna ho ga jis say trading account main stay karna kafi asan ho sakat hay magr is main news ko follow karna ho ga kun kayy pver trading karna kafi nuksandy hoti hay agr new comer ho ya old trader ho market main is tara ka kam loss dyta hay

                اب آن لائن

                Working...
                X